You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Sheikh ki beti ka operation
Sheikh ki beti ka operation
Ek sheikh ki beti ka operation hua
Doctor ne kaha pathri nikli hai
Sheikh bola lao mujhay do
Doctor ne kaha woh kya karo gay
Sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
Related SMS
- Beti bari ho kar kia bano gi?
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Apun ko tera operation dobara karna paray ga
- Checking patient at home
- Doctor advised to rest for 1 month
- Tumhari chahhat
- Us nay kaha kon ho Tum?
- Badal ki tarah .....
- Beywafa nikli
- Kini waryi phone kita per
- PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari
- Sada Muuskurate raha Karo
- Lips pe infection
- Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
- Mujhe sardar bana do
- 1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi
- Biwi ka khoon aik hi hai?
- We were using duplicate key
- Maa Gaon mein Fauji aaye hain
- Jaa tu mera bhai hai
- Asman ko neend aye to sulao kaha
- Pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
- 1000 ka note dun to kiya karega?
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- A or T ka kiya rishta howa ?
- What relationship do A n T Share?
- Macher ne 1 admi ko din main kata
- Apun ko maloom hai k tum wahi milega
- New Generation
- Wife ne kuch kaha to nahi?
- Jo na mil saka wo baywafa
Father asked beti: "Tum bari ho ker kia karo gi?" Beti:" Maa banun gi, study karon gi, shari karon gi, bus or kia?" Mom:"Beti jo marzi kerna per zara tarteeb seedhi rakhna";-)
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay? Doctor:300 rs. Sheikh:chlain doctor sahab. Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai? Sheikh: mareez koi nahi hai, Taxi wala 500 mang raha tha
Wife: suno ji doctor Ne mujhe aik maheenay k araam k liye beautiful foreign country janay ko kaha hai. Hum kahan jayen gay? Husband: doosray doctor k paas
tumhari chahhat ka aidrak hoa tha mujhay tum say piyar yohi to nahi hoaa tha mujhay tumhari razamandi ka yaqeen hooa tha mujhay tum say aiqrar yo hi to nahi hoa tha mujhay tumhari wafa ka hosla mila tha mujhay tum say ainkar yonhi to nahi hoa tha mujhay
Us nay kaha kon ho Tum? Main nay kaha Hasrat Tumari Us nay kaha Taktey ho kya? Main nay kaha Surat Tumhari Us ne kaha kartey ho kya? Main nay kaha Pooja Tumhari Us nay kaha Kaafir ho kya? Main nay kaha aisa hi sahi Us nay kaha chatey ho kya? Main nay kaha Mohabbat […]
Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay... Baadal ki tarah dasht pay aana parra mujhay... Woh ker nahee'n raha tha mairi baat ka yaqee'n... Phir yoo'n hua k mar k dikhhana parra mujhay... Bhoolay say mairi simt koi daikhhta na tha... Che'hray pay aik zakhm lagaana parra mujhay... Us ajnabi say haath milaanay k waastay... […]
Dil pay chout lagi honto say aah nikli Jis say mohabat ki wo be-wafa nikli
MAn 2 Sheikh: Yar Kal main tenu kini waryi Phone kita per tu nahi chukiya Sheikh: kion Chukhan , jerha main 30 Rupaiye thay kar gana luwaya aye, ohnuu tera peo sunaye ga
Papa beti sa:- Beti pehlay to tum mujhey papa kehti thein, Laik ab tum mujhey DaD kehti ho,kion? Beti:- Oh DaD, PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari us ne kaha dekhtay kia ho main nay kaha soorat tumhari us ne kaha karte ho kia main nay kaha ibadat tumhari us ne kaha kafir ho kia main nay kaha ye hi sahi us ne kaha chahtey ho kia main nay kaha muhabbat […]
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Lady: Doctor mere lips pe infection hogaya hai. Doctor: KISS kitni bar karti ho? Lady: Saal main 1 baar! Doctor: Infection nahi "ZANG" lag gaya hai.
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Admi:Mujhe sardar bana do Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega Admi: OK Doctor ne ghalti se 90% nikal dia. Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar dia.
1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi Maa : Nahin beti log kya kahengey ? 2006 girls: Maa mein mini skirt pehanungi Maa: Pehen le beti kuch to pehan le!
Doctor ne admi se pucha ¢â‚¬Â¦ Kia aap ka aur aapki biwi ka khoon aik hi hai? Admi ne kaha.. Kiu nahi? Zarur hoga! Pachaas(50) saal se mera hi khoon pi rahi hai na.
Man:Doctor ! My Son has swallowed a key. Doctor: When ? Man:Three Months Ago Doctor: What were you doing till now? Man: We were using duplicate key
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai Beti: Maa fauji Pakistani hain Maa: to bakri ko bhi andar le aa.
Maine kaha dilruba, Usne kaha paise dikha, Maine kaha paise nahi, Usne kaha aise nahi, Maine kaha mehengai hai, Usne kaha ja tu mera bhai hai.
Asman ko neend aye to sulao kaha, dharti ko moot aye to dafnao kaha, sagar main leher uthe to chupao kaha, ap jese dost ki yaad aye to jao kaha.
1 jinaza ja raha tha bohut say log sath ja rahay thay 1 pathan bhi janazay k sath mil gia kisi nay kaha kalma-e-shihadat pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
1 kanjoos dosray say: Aaj main ney ek jaan bachai. Wo aise bachai k Faqeer sai pocha: 1000 ka note dun to kiya karega? Wo bola, Khushi se mar jaunga. Main nay kaha ja nahin deta:p
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
"A" ki Biwi "B", "B" ki Bhabhi "C", "C" ki beti "V", "V" ka dada "G" "G" ki biwi "K", "K" ki beti "T", To batao 'A" or "T" ka kya rishta ha ??? Answer= Husband & Wife
A ki biwi B B ki bhabhi C C ki beti V V ke dada G G ki biwi K K ki beti T So what relationship do A n T share?
Macher ne 1 admi ko din main kata, admi ne kaha:"tum to rat main kat'tay hona?" Macher bola,"ghar k halat kharab hain over time ker raha hon."
God apun se bola khidhar jane ka jannat ya dozakh? Apun bola dozakh u know apun aisa q bola? Because apun ko maloom hai k tum wahi milega¢â‚¬Â¦..
Miss ne nursery class k bchay se kaha 1 se 10 tk gino main tumhen kiss krun gi Bacha bola: Agr me 1 se 1000 tak ginu to koi pakage hai?
1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai... Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo […]