You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Majnu ko laila ka sms naheen aaya
Majnu ko laila ka sms naheen aaya
majnu ko laila ka sms naheen aaya,
majnu ne 3 din se khana naheen khaya
majnu marne wala tha laila ke piyar main
aur laila baithi thi sms free honay k intizaar main.
Related SMS
- Laila n majnoo get tired of mobiles¢â‚¬Â¦
- Us ne chaahaa bhi tujhe aur jataayaa bhi naheen
- Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey
- Jab dekhne waalaa koi naheen
- Yun meray khat ka jawab aaya...
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- uske labhon pe mera naam to aaya.
- Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
- Kya lekar aaya tha?
- 1 pathan ko khali msg aaya
- Kaisa machis(matchbox) lay k aaya hai
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Naya saal aaya hai chalo
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Geo musharraf
- Faqat piyar meri maa
- To jo rooth gia to azab hai
- Ramzan aaney wala hai
- Her hud guzar chuki hay
- Ek din bhagwan sharab peeny
- Osama Bin Laden's favourite song
- Dr. Main patla hona chahta hun
- Sardar: Station jaane k kitne logay
- *Nice patriotic story*
- Hindi friendship new year shayari
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon
- 1 bar jan maang ker to daikho
- Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi
Laila n majnoo get tired of mobiles They decided 2 use pigeons, One day pigeon reached without letter, Angry Majnu asked laila what¢â‚¬â¢s this? Laila replied idiot it was a miss call.
pyaas vo dil kii bujhaane kabhii aayaa bhii naheen kaisaa baadal hai jisakaa ko_ii saayaa bhii naheen beruKhii is se ba.Dii aur bhalaa kyaa hogii ek muddat se hame.n us ne sataayaa bhii naheen roz aataa hai dar-e-dil pe vo dastak dene aaj tak hamane jise paas bulaayaa bhii naheen sun liyaa kaise Khudaa jaane […]
Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey Aansuon sey dil k koney nam naheen hote Thee bahut umeed to apnon sey is dil ko kabhee Par hameshaa saath ye hamdam naheen hote Bebasee hansne lagee khaamoshi ab hai goonjtee Band kamron men koyee mausam naheen hote Jab khushee hai naachtee gaatee hai man […]
kuch din to baso merii aa.Nkho.n me.n phir khuwab agar ho jaao to kyaa koi rang to do mere chehray ko phir zakhm agar mehkao to kyaa ik ainaa thaa so TuuT gayaa ab Khud se agar sharmaao to kyaa main tanhaa thaa main tanhaa huuN tum aao to kyaa na aao to kyaa jab […]
Yun meray khat ka jawab aaya... Lifafay main aik gulaab aaya
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.
Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya, Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya, Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham, Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya...
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
Kya lekar aaya tha? Kya lekar jayega? Mujhe SMS na karke Zalim Tu kitnay Chillar bachayega .....
1 pathan ko khali msg aaya Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha ! ! ! ! Woy yaara! Tumko malum hay? tumhara mobile ki siyahi khatam ho gaya hy!
Sardar : Apne bete se bola, Baywaqoof...kaisa machis lay k aaya hai, ek bhi tili nahin jalti. Beta : Kya baat karte ho papa, sab tili test kar k laya hun.
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
1 admi ne ghalti se bijli ka tar cho lia, wo marne hi wala tha k usi waqt light chali gaye or wo marne se bach gia, us ne khushi se jhoom ker kaha {GEO MUSHARAF}
Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa, Hay meray liye saya-e-dewar meri maa, Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tuk, Bus piyar hay han piyar hay bus piyar meri maan...
Na jo thum sakay kisi aur say, Main bujhta aik chiragh hoon, Mera room room dard dard, Meray dukh ka sira nahin, Meri laghzishon main pali barhi, Koi khoi kahani bhi hai, To jo sath hai to sukoon naheen, To jo rooth gia to azab hai, meri zindagi hai aik goo mago, mujhay roshni milti […]
Woh sehri ki noraneyat, Woh iftaar ki rounaq, Woh aasman se rehmat ka barasna, Woh masjidun ka rooh parwar manzar, Woh naikiyon ka jazba, Woh tilawat ki dhoom, Jee han rehmat wala maghfirat wala or azab se nijaat wala mahena "RAMZAN" aaney wala hai, Duaon main yaad rakhna.
Her hud guzar chuki hay mari tujh say piyar ki Zindagi mangi hay ager aur, to tujh say piyar ki Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say Jab say ibtada ki hay may nay, tujh say piyar ki Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata Intaha dekh li hay sub nay […]
Ek din bhagwan sharab peeny zameen per aa giya 50 boltle peenay k baad dukan wala bola "ap ko charti nahi hay?" bhagwan: main bhagwan hun Club wala: charh gaye salay ko :)
Osama Bin Laden's favourite song: "O Main Nikla Plane Leke Raste Mein New York Mein Ek Mod Aaya Main WTC Tod Aaya."
Fat man: Dr. Main patla hona chahta hun Dr.: tum rotiyan kitni khate ho? Man: 12 Dr.: aj se tm 4 roti khao ge. Man: in ko bad me khana hai k pehle :-)
Sardar: Station jaane k kitne logay? Riksha wala: 50.. Sardar: 20 lelo.. Riksha wala: 20 main kon le k jaayeega?? Sardar: tum piche bheto hum le k jaayega..
*Nice patriotic story* 1 pakistani jo Pakistan se nafrat karta tha, or har waqt problems ki waja se pakistan ko galian deta tha. Us pe 1 din bijli ka taar gir gaya wo tarap tarap k marne hi wala tha k light chali gaye pakistani sari nafrat bhool k khushi bola "Pakistaaaaan Zindabaad"
Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein, […]
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay
1 bar jan maang ker to daikho, . . . 1 bar yaad ker k to daikho.. . . . agar main na aaya to samajh laina . .. . . . . . . . . main soya howa hon aur mobile silent pe hai...
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi, Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi, Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi, Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........