You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Ramadan SMS » Ramzan aaney wala hai
Ramzan aaney wala hai
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
"RAMZAN" aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
Related SMS
- Advance Ramzan Mubarak.
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Chai wala and a girl
- Bole to wo sweet dreams wala ¢â‚¬Å“Good Night¢â‚¬Â.
- Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Wo shetan jo ramzan me band nahi hoye
- Ramzan in details
- Ramzan may na milsakey
- Good Luck 4 Ramzan
- Duaon ki qaboliat k auqaat
- Old Year Sab se ho raha hai Door
- Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai
- Naya saal aaya hai chalo
- Hindi friendship new year shayari
- Ek din bhagwan sharab peeny
- Sardar: Station jaane k kitne logay
- Shama kehti hai muje banaya kisne
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Hamain maaf farma
- Diwali aaye, rangi rangoli
- Diwali aai, masti chhahi, rangi rangoli,
- Hum apni rooh ...
- Eid ul adha is eid of sacrifice
- Asman hum se naraz hay
- Andheri sadak, Sunsan qabristan
- chand or taray tornay gayee
- Aap sab hi ko diwali ki badhai
- Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera
- Har khuwahish ho pori in new year
- Namaz k "10" faiday
- Kahan tak sochon
Express Breaking News: Pakistani Mahireen Aur Ulma Ye Sabit Kar Chuky Hain K, 29 Jun 2014 Ko Rat Ko 3 Ya 3:30 Baje K Ird Gird 1 Awaz Gonjey Gi Jis Py Tamam Log Neend Se zabar Dasti Bedaar Ho Jaen Ge Is Awaz Ka Gair Muslim Py Koi Asar Nahi Hoga Awaz Kuch Is […]
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Chai wala: bholi si sorut, ankhon me masti dor khari sharmaye, aye haye. Girl Reply: Kali si surat, hath mein kaitli, dor khara chillaye, chai chai :-P
Charon taraf hai phaili moonlite, Machar bhi dene ko betab hai aapko lovebite, Takiye ko galay laga ke sone ka tight, Bole to wo sweet dreams wala ¢â‚¬Å“Good Night¢â‚¬Â.
Tamam gham bhool janey ko G karta hai aaj, Muskuranay ko G karta hai, Bohut G liiye sahare aap ki yadoon k, Aaj aap k paas aaney ko G karta hai
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Wo Shetan jo Ramzan me band nahi hoye unki 4 Nishanian 1.Hath me Mobile hoga 2.Angutha buton pr hoga 3.Msg parh kr Hansy ga 4.Phir sochega k kisko Frwd krun
Ramzan in details R-Roza Rakho A-Allah se daro M-Masjid ko jao Z-Zakat banto A-A'maal ache karo N-Namaz parho Aur is banday ko dua main yaad rakho
Ramzan may na milsakey, Eid may nazrein he milaa Loo... Haath milaney se kya hoga.? Seedha galey he lagaa Loo... HaPPY EiD MubArAk
Best Leader - Allah Guide - Quaran Lyrics - Aazan Loyality - Imaan Request - Dua Protection - Fitra Oath - Kalma Exercise - Namaaz Self Control - Roza So Good Luck 4 Ramazan
According to HADEES, Duaon ki qaboliat k auqaat, 1.Farz namaz k baad, 2.Azan or aqamat k darmian, 3.Tahajjud k waqt, 4.Barish barastay waqt, 5.Dauran-e-safar, 6.Iftaar k waqt, 7.Jummay k din ek ghari, 8.Shab-e-qadar main, 9.Zam zam peetay waqt, 10.Arfa k din maidan-e-arfat main, 11.Quran ki tilawat k baad.
Old Year Sab se ho raha hai Door Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum Naya Saal aaya hai chalo.. DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Jism ki tandrusti "NAMAZ" main hai, Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai, Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai, Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Meri Chah Hai Naya Saal Ho Kuch Aisa Na Ho Jisme Koi Kisi Ka Dil Dukhane Wala Duniya Mein Nahi Hain Jinka Koyi Naya Saal Me Ho Unko Koi Gale Lagane Wala Ujadi Huyi Aankhe Jinki Zindagi Me H Andhera Naya Saal Ho Unhe Dubara Sapne Dikhane Wala Tanha Aur Udaas Logo K Aashiyano Mein, […]
Ek din bhagwan sharab peeny zameen per aa giya 50 boltle peenay k baad dukan wala bola "ap ko charti nahi hay?" bhagwan: main bhagwan hun Club wala: charh gaye salay ko :)
Sardar: Station jaane k kitne logay? Riksha wala: 50.. Sardar: 20 lelo.. Riksha wala: 20 main kon le k jaayeega?? Sardar: tum piche bheto hum le k jaayega..
Shama kehti hai muje banaya kisne, jis jis ke hath lagi muje jalaya usne, wo shama kya jise koi jalane wala na ho, wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu shahensha hai Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi […]
Diwali aaye, rangi rangoli, deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan, Sabko Bhaye¢â‚¬Â¦ ¢â‚¬Å“Happy Diwali¢â‚¬Â
Diwali aai, masti chhahi, rangi rangoli, Deep jalaye, dhoom dhadaka, chhoda phataka, jali phuljadiyan, Sabko bhaye, ¢â‚¬Å“happy diwali¢â‚¬Â
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Eid ul adha is eid of sacrifice, and commitment to Allahs orders, May Allah bless us with the same in all circles of life, and help all amongst us, who are helpless,worried, and waiting for his rehmat, Ameen.Eid Mubarak.
Aasman Hum Se ¢â‚¬Å“NARAAZ¢â‚¬Â Hai *T*A*R*O*O*N* Ka Gussa Bhi ¢â‚¬Å“BE-HISAAB¢â‚¬Â Hai.. Mujh Se Jaltay Hain Yeh ¢â‚¬Å“SAB¢â‚¬Â.. ~ Kyun Kay ~ ¢â‚¬Å“CHAAND¢â‚¬Â Se Behtar ¢â‚¬Å“DOST¢â‚¬Â Jo Meray ¢â‚¬Å“PAAS¢â‚¬Â Hai.. !! :-)
Andheri sadak, Sunsan qabristan, Suni haweli, Kala aasman, Raat hogayi soja shaitan.GOOD NIGHT
Bari Mushkil se hum raat ko aasman se aap ke liye *chand* aur taray tornay gaye...... Lekin wahan jaa k yad aya k.... Shopper to hum ghar pe he Bhool gye!
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi, Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai. Happy Diwali
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Chand hai Mera
Ho puri dil ki khwahish aapki, Mile khushiyo ka jahan sara. Aap mango ek tara, Khuda de de aasman sara. Happy New Year
Namaz k "10" faiday 1,Chehray ki nooraniat 2,Dil ka noor 3,Jism ki rahat 4,Qabr me sathi 5,Nuzuley rehmat ka zareya, 6,Aasmanu ki chabi 7,mezane hi sab ka wazn 8,Allah ki raza 9,Jannat ki qeemat 10,aag se bachao ka zariya... Share this message to all your friends & muslims sisters / brothers.
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor […]