You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
Fine, maybe now isn't the time to remember me — but remember me anyway, just briefly, out of nowhere.
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi,
par bewaqt he yaad karliya karo,
mana aapke aspas sari duniya hai,
kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Related SMS
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi
- Milnay ka waqt maat nikalo par
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Doston ki dastan jab waqt sunata hai
- Sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay
- Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- uska naam hi yaad nahi aata
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Yaad ban kar tumhe rulate rahenge
- Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Ramzan aaney wala hai
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge,
- Wo mud mud k Hame dekh rhe the
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo
- Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana.
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Chai wala and a girl
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Hum agar aapse mil nahi patay..
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, kya hamse milne ko wo bekarar nahi
Too busy to meet is fine — but at least let your SMS reach, just a sound to show you remember. Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Doston ki dastan jab waqt sunata hai, to hame bhi koi dost yaad aata hai, Bhool jate hain hum zindgi k ghum ko, jab aapke saath bitaya waqt yaad aata hai.
Roman Urdu SMS reframing being remembered only in need: if someone seeks light in the dark, they have made you their light. Agar koi tum ko sirf apni zarorut k waqt yaad karta hay to pareshan mat hona bulkay fakhar karna k us ko andhairon mein roshni ki zarorut hay aur woh tum ho.
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Santa (Sardar joke) is crying at a bar — he wants to forget a girl but can't remember her name, so forgetting is impossible. Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho? Santa: Aur kya karu?? Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
You may be the type who forgets — but forgetting me is not in your fate. Try if you want. Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge.
A warm Roman Urdu good night confessing that going to sleep without thinking of a beloved friend is simply not possible. hum kabhi tum say khafa ho nahi sakte dosti k rishty kabhi bewafa ho nahi sakty tum bayshak hum ko bhula ker soo jao hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte! Good […]
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Roman Urdu SMS evoking the atmosphere of Ramadan's arrival — sehri light, iftar warmth, mosques, Quranic recitation — asking to be kept in the reader's prayers. Woh sehri ki noraneyat, Woh iftaar ki rounaq, Woh aasman se rehmat ka barasna, Woh masjidun ka rooh parwar manzar, Woh naikiyon ka jazba, Woh tilawat ki dhoom, Jee […]
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge, In tanhayon me saath hame hi paoge, Door hain tum say to kya huwa, In dooriyon me sabse kareeb hame hi paoge.
Looks like a romantic 'we kept stealing glances at each other' story — the twist is they were cheating off each other in the exam hall. Wo mud mud k Hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Wo mud mud k hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Kyoki exam me na unhe kuch ata tha aur […]
Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
A piece of Roman Urdu advice to think before falling in love — and if that doesn't land, just watch the film Tere Naam. ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . agar phir bhi […]
Warm Hindi Holi SMS asking friends not to get so lost in the colors that they forget to remember the sender. Khana Pina Rang Udana Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana. Geet Gao Khoshiya manao Bolo mithi boli hamari tarafse Aapako HAPPY HOLI..
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Warm Roman Urdu/Hindi New Year SMS racing against the calendar, network jams, and midnight to deliver a sincere dua for a great year. Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile […]
A playful promise — since you're too busy to remember us, we'll keep nudging until you do. Rishta banaya he to nibhayenge, har pal apko hasain gay, Pata he ap ko fursat nai hamain yad karne ki, ham hi tang kar kar k apni yaad dilaingay.
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
A chai vendor tries some poetic flattery about a girl nearby and gets a perfectly matched put-down in return. Chai wala: bholi si sorut, ankhon me masti dor khari sharmaye, aye haye. Girl Reply: Kali si surat, hath mein kaitli, dor khara chillaye, chai chai :-P
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
Hum agar aapse mil nahi patay aisa nahin ke hamein aap yaad nahi aatay, mana jahan k sab rishte nibhaye nahi jatey, par jo bas jatey haib dil maib phir bhulae nahi jatey..