You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
You may be the type who forgets — but forgetting me is not in your fate. Try if you want.
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
magar hamain bhool jana apki qismat me nahi,
chahoTo aazma k daikh lo,
khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Related SMS
- Bhool samajh kar bhool jana.
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- wo Hazaar Parda-Nasheen Sahi
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi
- Aapki kanjusi dil ko bha gai
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Puri botal na sahi,
- Main duniya bhool jata hon
- Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
- Fitrat ko samajhtay hain parinday
- Tere bina hum jeena bhool jate hain
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Judai aapki rulati rahegi,
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Bas aapki ek jhalak nahin milti
- Sab hasratein puri ho aapki
- Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Jab sey tumhain jana hai,
- Na ho aapki muskan kam
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Jab say tumhain jana hai,
- Bhool jane ka hosla na hua
- Bhool gaye rastay bhi ghar k
- Her sahara bhool jatey hain
- Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey
- Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai
Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hai, Rag-e-Jaan se laakh Qareeb Sahi Hamain Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahin Sahi Hamain Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamain Intizaar Qabool hai Wo […]
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, kya hamse milne ko wo bekarar nahi
Aapki kanjusi dil ko bha gai, Hamain bhi apne balance ki qadar aagai, Socha ab aapkomessage na karain, Magar ye kambakht dosti hamain yaad aagai.
Fine, maybe now isn't the time to remember me — but remember me anyway, just briefly, out of nowhere. Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
A mock-romantic curse SMS: instead of wishing the beloved fever, the sender settles for wishing them just a cold — because thinking of them made him sick. Puri botal na sahi, Ek jaam to ho jaye, Milna na sahi dua salam to ho jaye, Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe […]
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to […]
Insaan ki fitrat ko samajhtay hain parinday, Jitna bhi mohabbat se bulao nahin aatay.
Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Roman Urdu SMS about the habit of speaking kindly to all and remembering everyone, even those who never think of the sender. Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Judai aapki rulati rahegi, yaad aapki aati rehegi. Pal-pal jan jati rahegi, jab tak jism mein hai jaan har saans dosti nibhati rahegi.
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Aapke khayalon say fursat nahi milti, hame ek pal ki raahat nahin milti... mil to jata hai sab kuch.. bas aapki ek jhalak nahin milti.
Prayerful Hindi New Year SMS asking God that all the reader's deepest wishes come true and their heart stays filled with joy. Ek dua mangte hai hum apne bhagwan se, Chahte hai aapki khushi pure imaan se, Sab hasratein puri ho aapki, Aur aap muskaraye dil-o-jaan se!! HAPPY NEW YEAR
Sad Urdu Eid shayari about a changed season and a friendship that once met on Eid but now must let that memory go. Guzre hue wasal ke din raat bhool ja Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Jab sey tumhain jana hai, jab sey tumhain paaya hai, har dua mein tera naam aaya hai, Ta k poochhu rab say . . . . ki yeh kaisa namoona banaya hai
Mil jaati hai kitno ko khushi, Mit jaate hai kitno ke gham, SMS is liye bhej rahe hai hum, Takay door rah kar bhi na ho aapki muskan kam.
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Every prayer includes the recipient's name — not out of affection, but to ask the Almighty what kind of specimen He managed to create. Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya […]
Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
A short verse about feeling so lost that even the wind no longer recognizes the way home. Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain...
Roman Urdu SMS using the sun as a teacher of generosity and graceful loss, while ribbing the recipient for leaving texts unanswered. Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.
A mock telecom alert spoofing a recharge reminder to say: your love's validity is expiring, please send a cute SMS to renew. DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER