You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey
Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey
Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.
Related SMS
- Suraj roshni le kar aayaa
- Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
- Chiraghon ki roshni jab zara hili
- Suraj bana tu badal banay
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Din ki roshni main "RIZQ" talash karo
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Dhoop hoti hai suraj sey
- Jab sey tumhain jana hai,
- Jab say tumhain jana hai,
- Suraj kehdun usme to Aag hai
- Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
- Subah subah suraj ka sath ho
- Bhool samajh kar bhool jana.
- Wife ko mahengi jaga jana hay:p
- Zindagi mein kuch sapnay saja lena
- Chupke chupke ro lena
- kuch dil ki laghi
- Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
- I am sorry. aik buri khabar hay
- Khuda salamat rakhna unko
- tarpna bhi humey ata hai, tarpana bhi ata hai
- Missed call to ek bahana hai
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- Hawaon k hath ek arman bheja hai
- To jo rooth gia to azab hai
- Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
- Naya Saal 2027 mubarak ho
- MUJHE TUM SE BATIEN KRNI HAI
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
Suraj roshni le kar aayaa, Aur chidyon ne gaanaa gaayaa, Phoolon ne hans hans kar bolaa, Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
Chiraghon ki roshni jab zara hili, Laga tumhari ek aahat si mili, Jaake dekha jab dar pe, To phir wahi kafir hawa mili..
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Din ki roshni main "RIZQ" talash karo, aur RAAT ki tariki main "USAY" talash karo jo tumhain "RIZQ" deta hai.
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Dhoop hoti hai suraj sey, jalna zameen ko partaa hai, mohobbat hoti hai aap sey, tarapna hum ko parta hai..
Jab sey tumhain jana hai, jab sey tumhain paaya hai, har dua mein tera naam aaya hai, Ta k poochhu rab say . . . . ki yeh kaisa namoona banaya hai
Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya hai?
Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai, Suraj kehdun usme to Aag hai, Socha Tumko Bandar keh Dun... Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar Chand ki chandni, apno ka pyaar Har ghadi ho khushaal ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! EID MUBARAK
Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Aey mere SMS mere dost ke pass jana, Agar wo so raha ho to shor mat machana, Jab wo jage to dhire se 'Muskarana', Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
Subah subah suraj ka sath ho, parindon ki aawaj ho, hath mein chaye or yaado me aap ho, us khush numa subah ki kya bat ho. GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.
Wife:" Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji" . . . Husband:Chalo, tayyar ho jao..." . . . . . Petrol pump chaltay hain:D
Zindagi mein kuch sapnay saja lena, Agar waqt mile to kuch armaan jaga lena, Hum aap ki raahon se sab Dard chupa leinge, Jab chahey hamain aazmaa lena.
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati ho, Tab kamre mein band ho jana aur chupke chupke ro lena, Jab aankhein bhaari ho jaayen aur yaad mein meri bhar aayen, Phir khud ko dhoka mat dena,aur chupke chupke ro lena, Jab palken qarb se mondi ho aur sab samjhe tum sote […]
Kuch Dil Ki Lagi Tum Chero, Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen.. Kuch Pyar Ki Baatein Tum Karo, Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen. .Kuch Nazar Ka Ishara Tum Karo, Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen.. Kuch Jan KI Baazi Tum Lagao, Kuch Jan Sey Jana Hum Sikhayen.. Kuch Thora sa Hans K Tum Dakho, Kuch Muskurana Hum […]
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hai!!!!
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey bhool jana plz. Mujhe kuch dinon baad tumhey, Hamesha k liye chod kar Chale jana hey tumhara apna -2020-
Khuda salamat rakhna unko, Jo humse Nafrat karte hai, Pyaar na sahi Nafrat hi sahi, Kuch to hai jo woh sirf humse karte hai.
Gham-e dil ko in aankhoun sey chalak jana bhi ata hai tarapna bhi humey ata hai , tar-pana bhi ata hai kisi ki yaad mai jo zindagi humney guzari hai humey wo zindagi apni muhabat sey bhi pyari hai wo aye ru-baro hum dastaan apni suna-ein gey kuch apna dil jala-ein gey kuch unko aazmain […]
Missed call to ek bahana hai, Irada to aapka ek lamha churana he, Aap chahe humse baat karo ya na karo, Aap ki yadon mein humara ana jana hai.
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Hawaon k hath ek arman bheja hai, Roshni k zariye ek paigham bheja hai, Fursat milay to qabool ker lena, is nacheez ne"Piyara" sa "Salam" bheja hai
Na jo thum sakay kisi aur say, Main bujhta aik chiragh hoon, Mera room room dard dard, Meray dukh ka sira nahin, Meri laghzishon main pali barhi, Koi khoi kahani bhi hai, To jo sath hai to sukoon naheen, To jo rooth gia to azab hai, meri zindagi hai aik goo mago, mujhay roshni milti […]
Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat ka siwa kuch bhi nahi ‚ Khnchti‚ ha‚ appni‚ taraf‚ gulshan‚ ki‚ rang- o- bu Kashish phoolon ma khushboo ka siwa kuch bhi […]
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz. Mujhe kuch dino baad tumhey, Hamesha k liye chod karrr Chale jana hey tumhara apna 2027.. Aur Meri taraf Se tumhen naya saal 2027 mubarak ho
Kabhi aajao tum pal bhar ko, Mujhe tum se batien krni hain, Kuch ghum k geet sunanay hain, Kuch raaz hain jo batlanay hain, Kuch dil ko b batlana hai, Kuch zakhm hain jo dikhlanay hain, Kuch dil se yaadain dhoni hain, Kuch naatay nai bnanay hain, Jo sher likhay hain teri furqat mein, Kuch […]
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.