You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Suraj bana tu badal banay
Suraj bana tu badal banay
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Related SMS
- Chappal badal li
- Badal-badal kay
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar
- Suraj kehdun usme to Aag hai
- Wo shakhs meri jaan bana rehta hy
- Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai
- Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey
- Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Dhoop hoti hai suraj sey
- Suraj roshni le kar aayaa
- Mujhe sardar bana do
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Tujhey be-wafa bana dia
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- Bikhray ashkon k moti bana na sakay,
- Kaisay kahon k apna bana lo mujhey
- Badal ki tarah .....
- Subah subah suraj ka sath ho
- Husn or Mohabbat apas main Dost thay
- Pyar chupta nahi chupanay say
- Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta
- Tab hi tou chand mein daagh hay
- Pathan ko dost ne khanay pe bulaya
- Chehray ki khushbu
- Sirf chahne se mulakat nahi hoti
Kisi nay dil badal liya, Kisi nay dharkan badl li, Aap k paas kuch nahin tha badalnay ko, to aap nay masjid main ja kar chappal badal li:p
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar Chand ki chandni, apno ka pyaar Har ghadi ho khushaal ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! EID MUBARAK
Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai, Suraj kehdun usme to Aag hai, Socha Tumko Bandar keh Dun... Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi muntazir hy uska kitni shiddat se, Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...
Koray kaghaz pe likha tera naam hai, Teri tasveer bana dali or likha ye pegham hai, "Dimaghi tawazun theek nahi" dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai ;-)
Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.
Bujhi shamaa bhi jal sakti hai, Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal, Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Dhoop hoti hai suraj sey, jalna zameen ko partaa hai, mohobbat hoti hai aap sey, tarapna hum ko parta hai..
Suraj roshni le kar aayaa, Aur chidyon ne gaanaa gaayaa, Phoolon ne hans hans kar bolaa, Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Admi:Mujhe sardar bana do Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega Admi: OK Doctor ne ghalti se 90% nikal dia. Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar dia.
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? . . . . . . . Tumhain ullu!
1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Bikhray ashkon k moti bana na sakay, Teri yaad main sari raat soo na sakay, Bheeg na jayai aanso'on main tasveer teri, Bas yehi sooch ker hum roo na sakay...
Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, Duniya k ghamoun se ab chura lo mujhey, Mere sab se gehri Khuwahish ho puri, Tum agar pas apnay […]
Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay... Baadal ki tarah dasht pay aana parra mujhay... Woh ker nahee'n raha tha mairi baat ka yaqee'n... Phir yoo'n hua k mar k dikhhana parra mujhay... Bhoolay say mairi simt koi daikhhta na tha... Che'hray pay aik zakhm lagaana parra mujhay... Us ajnabi say haath milaanay k waastay... […]
Subah subah suraj ka sath ho, parindon ki aawaj ho, hath mein chaye or yaado me aap ho, us khush numa subah ki kya bat ho. GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Kehte hain k 1000 saal pehle.... Husn or Mohabbat apas main Dost thy... 1 raat 2no sath thay k CHAND nikal aaya.. Mohabbat ney Chand ki Tareef Kardi ye baat Husn ko naagwar guzri.. Usne mohabbat ki aankhain noch lee.. Bussssssss! Ussi Din se Mohabbat " ANDHI " or husn " ZALIM " ho gaya […]
Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh par Kuch makaan thay puranay say Baat karta raha main us say magar Baat banti nahi bana'nay say Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho Tum […]
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar […]
Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat Tabhi to chand mein daagh hay, Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai Tabhi to suraj mein aag hay.
Pathan ko dost ne khanay pe bulaya pathan jub aya to ghar pe tala laga tha or likha tha bewaqoof banay tumko, Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh dia, "Hum tu aaya hi nahin tha"
Kisi k Chehry ki Khushbu ne kar diya pagal Phir us k baad sama ka sama hua pagal jo un se main ne kaha Zindagi bana lo Mujhe To us ne Dheere se ik Lafz Keh diya pagal
Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj k saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah, Saamne hote hain, par baat nahi hoti.