You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Morning SMS » Subah subah suraj ka sath ho
Subah subah suraj ka sath ho
Subah subah suraj ka sath ho,
parindon ki aawaj ho,
hath mein chaye or yaado me aap ho,
us khush numa subah ki kya bat ho.
GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Related SMS
- Is pyari si subah mein
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Suraj kehdun usme to Aag hai
- Har subah naye kafile me sawaar hota hu.
- Biwi aur premika sath sath
- Dhoop hoti hai suraj sey
- Suraj roshni le kar aayaa
- Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar
- Log ishq kartay hain baray shor kay sath
- Woh subah ki thandak
- Suraj bana tu badal banay
- Muhabat Karo Ibadat K Sath
- subah ka sweet salam
- Abhi sath hai to bat kar lia karo
- Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey
- Ek Kutta subah se sham tak
- chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath
- Subah 5 baje phansi
- Raat guzri phir mehekti subah ayi
- Har subah, teri muskurati rahay
- Chalo aik sath chaltay hain
- Jaise taron ke sath aakash hai
- tumhari sath ki umeed karte hai hum
- Diwali ki subh kamna sath layi hai.
- Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo
- Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna
- Sath nahi ho tum...!
- Sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!
- Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
- Jis ka rabta ALLAH k sath ho
- Socha tha her mor pay apka sath daingay
- Itnay saray bachay aik sath
Is pyari si subah mein, pyare se mausam mein, pyari si koyal ki awaaz, pyari si hawaaon mein, sabse pyare insaan, aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai, Suraj kehdun usme to Aag hai, Socha Tumko Bandar keh Dun... Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.
Har subah naye kafile me sawaar hota hun. Har dopahar naye dardse najre chaar hota hun. Shaam ko gahrati hai darde yaari.. Phir nayi subah ka intzar karta hun.
MAMU : Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain. MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
Dhoop hoti hai suraj sey, jalna zameen ko partaa hai, mohobbat hoti hai aap sey, tarapna hum ko parta hai..
Suraj roshni le kar aayaa, Aur chidyon ne gaanaa gaayaa, Phoolon ne hans hans kar bolaa, Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Suraj ki kirnain, taaron ki bahaar Chand ki chandni, apno ka pyaar Har ghadi ho khushaal ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! EID MUBARAK
Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Woh subah ki thandak, Woh toliye ki khushbu, Woh shamp ki bottle, Woh dhule howay kapron ka sakoon, . . . . . Tum kiya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:p
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay...:D
Muhabat Karo Ibadat K Sath Piar Karoo Sachai K Sath Dosty Karo Dianat K Sath SMS Parh Lia??? Chalu Ab Reply Karoo Sharafat K Sath
,"*",/),,/),"*", ,"*",( ';' ),"*", ,"*",(,,)(,,) Subha Ka,,"*" ,"*",Sweet, Sa,"*",, ,"*",Salam,"*", ,"*",,"GOOD",,"*", ,"*",MORNING,"*",
Sanson ka pinjara kisi din toot jayega, Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo, Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega
Roshni dayker doob jana koi suraj se seekhey.. Dil dai ker dard lena ki humse seekhey.. kuch na deyker Dil lena koi unsey seekhey.. SMS leker REPLY na kerna koi Aapsey seekhey.
Ek Kutta subah se sham tak bhonkta raha bao baobaobao baobaobao bao baobaobao bao bao baobao... Vo to bechara kutta hai, tum kyu bhonk rahay ho ?
chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d
Raat guzri phir mehekti subah ayi, dil dharka phir tumhari yaad ayi, aankhon ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhu kar hamare pass ayi.
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.
Raat ki tanhai se darte hai hum, kagaz ki parchhai se darte hai hum, Duniya sath chale na chale, tumhari sath ki umeed karte hai hum
Andhera hua dur raat ke saath Nayi subha aayi diwali leke sath Ab ankhne kholo dekho ek msg aayi hai Diwali ki subh kamna sath layi hai. ¢â‚¬Â Happy Diwali¢â‚¬Â
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.
Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna, Agar pyar ko pana hay to aetbar sath rakhna, Agar hamesha muskurana hay to DAANT saaf rakhna
‎Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...! Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!
Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro...! Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum...!
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
Jis ka rabta ALLAH k sath ho wo nakam nahin hota, Nakaam wo hota hai jis ki umidain duniya walon se wabista hon. .....Think....
socha tha her mor pay apka sath daingay, her mor pay apka intizar karaingay, her mor pay pa say khushiyan bantay gay, . . per kambakhat road hi "SEEDHAY" niklay
Teacher: Bacho batao k billi 1 sath itnay saray bachay kaisay paida karti hay? Kid: Miss agar aap road pay billi ki tarah ghoomo to aap ko pata chal jayega...