You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Ek Kutta subah se sham tak
Ek Kutta subah se sham tak
Ek Kutta subah se sham tak
bhonkta raha bao baobaobao
baobaobao
bao baobaobao
bao bao baobao...
Vo to bechara kutta hai,
tum kyu bhonk rahay ho ?
Related SMS
- Subah subah suraj ka sath ho
- Har subah, teri muskurati rahay
- Subha se le kar sham tak
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Subha Sham Teri Yaad Avay Hay
- Har subah naye kafile me sawaar hota hu.
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- Kala gull kala khazan kala bahar sham..
- Kala gull kala khazan kala bahar sham..
- Woh subah ki thandak
- Aaj / kal / subah / shaam eid
- Subah 5 baje phansi
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- Raat guzri phir mehekti subah ayi
- Is pyari si subah mein
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- subah ka sweet salam
- Kuttey nay kaat liya tha
- Pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
- James bond and a dog
- Sardar going to shikaar
- Daal suppose ki hoi hay
- 6 sawal
- Three ants find an elephant asleep.
- Eid k chand ki tarah jagmagatay raho
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Ek ladki paidal chale ja rahi thi
- Sadion say jaagi aankhon ko ...
- Dewangi se kum na thi kuch apni justuju
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Please bike taze na chalao
Subah subah suraj ka sath ho, parindon ki aawaj ho, hath mein chaye or yaado me aap ho, us khush numa subah ki kya bat ho. GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Subha se le kar sham tak, Sham se le ker raat tak, Raat se le kar subha tak, Subha se phir shaam tak . . . . . . . Bus yaar light ne tang kia howa hay
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Subha Sham Teri Yaad Avay Hay Aur Saari Raat Jagavay Hay, karnay ko tu kar lon call tujhay magar....... customer center ki larki balance low bataevay hay:)
Har subah naye kafile me sawaar hota hun. Har dopahar naye dardse najre chaar hota hun. Shaam ko gahrati hai darde yaari.. Phir nayi subah ka intzar karta hun.
Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Kala gull kala khazan kala bahar sham.. Kala za da yar pa stargo k khumar sham.. Kala kala me da zaana zargay tor she.. Kala kala da ashna da ghaary haar sham.
Kala gull kala khazan kala bahar sham.. Kala za da yar pa stargo k khumar sham.. Kala kala me da zaana zargay tor she.. Kala kala da ashna da ghaary haar sham.
Woh subah ki thandak, Woh toliye ki khushbu, Woh shamp ki bottle, Woh dhule howay kapron ka sakoon, . . . . . Tum kiya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:p
Aaj Eid Kal Eid Subha Eid Sham Eid Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid "Eid Mubarak"
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
Raat guzri phir mehekti subah ayi, dil dharka phir tumhari yaad ayi, aankhon ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhu kar hamare pass ayi.
Is pyari si subah mein, pyare se mausam mein, pyari si koyal ki awaaz, pyari si hawaaon mein, sabse pyare insaan, aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
,"*",/),,/),"*", ,"*",( ';' ),"*", ,"*",(,,)(,,) Subha Ka,,"*" ,"*",Sweet, Sa,"*",, ,"*",Salam,"*", ,"*",,"GOOD",,"*", ,"*",MORNING,"*",
Husband apni wife ka janaza le ker ja raha tha. Janazay k aag 1 kutta or pche aadmiyon ki lambi line thi, Ek aadmi aakar pochta he,"Bhai yeh sab howa kaise?" Husband: Is kutte ne kaat liya tha meri biwi ko... Aadmi: Yeh kutta ek din k liye mujhey dedo Husband: peeche line mein lag […]
1 jinaza ja raha tha bohut say log sath ja rahay thay 1 pathan bhi janazay k sath mil gia kisi nay kaha kalma-e-shihadat pathan bola "ZINDAB BAAD!!"
Once james bond met a dog in jungle he said,"I am bond.!! JAMES BOND..!!" The dog bites him & replies,"I am KUTtA..!!!" "PAGAL KUTTA...!!"
Sardar darvaze pe GUN liye khara tha Wife: y r u standing here? Sardar: Sher k shikar pe ja raha hon Wife: To jao na..! Sardar: Kase jaon baher KUTTA khara hai
1 sardar khali plate ma roti dubo ker kha raha tha .... kisi na pocha k tum kis k sath roti kha rahay ho.. sardar answered i am a mathematician main na daal suppose ki hue ha...:)
6 sawal in may say 2 k jawab b do to ap pass 1) Lahore ka purana naam kya tha ? 2) Kiss shaher mai aaj tak kisi ne khudkushi nahi ki ? 3) Woh kon sa pathar hai jo pani mai nahi doobta ? 4) Duniya ke kon c country hai jahan saanp nahi […]
Three ants find an elephant asleep. One says,"We'll kill him!" Other one says,"We'll break his legs!" 3rd one says: "choro yaar bechara akela hai aur hum teen..!!":-)
Deep jaltay jagmagatay rahay, Hum apko aap hamain yaad aatay rahay, Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari, Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho. EID MUBARAK
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay, Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay, Manzil milay unhain ye chahat thi meri, Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay...
Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Ek ladki paidal chale ja rahi thi, Ladka awaz deta hai, ae diwani peeche murkar dekh tera dupatta jameen se ghisa ja raha hai, Ladki jawab deti hai- ae diwane tu kya jane ye bhi apna faraz nibha raha hai, koi chum na le mere kadmon ki mitti ko isi liye nishan mitata ja raha […]
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay aa jao Jis mor pay hum ko chor gaye hum baithay ab tak soch rahay Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay aa jao Har lamha teri furqat mein hum tarsay rahay Meri manoo […]
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju, Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay, Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath, Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
Wife:Please bike taze na chalao mujhey dar lag raha hay. Sardar: Agar tujhy bhi dar lag raha hay to meri tarah ankhein band kar lay.:P