You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Morning SMS » Is pyari si subah mein
Is pyari si subah mein
Is pyari si subah mein,
pyare se mausam mein,
pyari si koyal ki awaaz,
pyari si hawaaon mein,
sabse pyare insaan,
aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
Related SMS
- Subah subah suraj ka sath ho
- Aik pyari si larki hay wo
- Is pyari si raat ko yun hi jaag k na gawan dena
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Har subah naye kafile me sawaar hota hu.
- Woh subah ki thandak
- subah ka sweet salam
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- Ek Kutta subah se sham tak
- Subah 5 baje phansi
- Raat guzri phir mehekti subah ayi
- Har subah, teri muskurati rahay
- aik mein bhi tanha they sau(100) mein bhi akailey hein
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut
- TEHREER MEIN THA
- Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain
- Is duniya mein dost kam milenge
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay
- Aaj / kal / subah / shaam eid
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Aap ka ashiyana dil mein basaya hai
- Gaon mein clinic khol lon
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Unka ashiyana dil mein basa rakha hai
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- Aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi,
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
Subah subah suraj ka sath ho, parindon ki aawaj ho, hath mein chaye or yaado me aap ho, us khush numa subah ki kya bat ho. GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Aik pyari si larki hay wo, Meray dil main rehti hay jo, Meray sapni ki rani hay, Dil mein dharkan ki tarah basti hay wo, Jaisay dariya main kanwal khila ho, Itna pyara hasti hay wo, Koyal ki koo koo say ziyada, Geet sureela gati hay wo, Anakhan us ki, kiya kehna Jaisay koi neeli […]
Kitne khushnasib hain hum jo hamain sapne lene k liye ye pyari si raat mili yeh chand, ye taray miley or sapnon ki saughat mili. Is pyari si raat ko yun hi jaag k na gawan daina. Kya pata sapne lene k liye ye raatein kitne janmo baad milain. So don't waste ur time. & […]
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Har subah naye kafile me sawaar hota hun. Har dopahar naye dardse najre chaar hota hun. Shaam ko gahrati hai darde yaari.. Phir nayi subah ka intzar karta hun.
Woh subah ki thandak, Woh toliye ki khushbu, Woh shamp ki bottle, Woh dhule howay kapron ka sakoon, . . . . . Tum kiya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:p
,"*",/),,/),"*", ,"*",( ';' ),"*", ,"*",(,,)(,,) Subha Ka,,"*" ,"*",Sweet, Sa,"*",, ,"*",Salam,"*", ,"*",,"GOOD",,"*", ,"*",MORNING,"*",
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Ek Kutta subah se sham tak bhonkta raha bao baobaobao baobaobao bao baobaobao bao bao baobao... Vo to bechara kutta hai, tum kyu bhonk rahay ho ?
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d
Raat guzri phir mehekti subah ayi, dil dharka phir tumhari yaad ayi, aankhon ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhu kar hamare pass ayi.
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha ...hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum […]
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha, Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karta hu kahan bhool k aya hu usay, Aisa hi aks meri soch ki zambeel mein tha, Baat kia thi ye mujhe achi tarah yaad nahi, Haan aap ka zikr b tha aur bari tafseel […]
Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain, Aur Insaan Zinda rehne se Ghabrata hain, Naa jaane kaise Hazaaron kaanton ke beech, Rehkar bhi ek Phool Muskurata hain.
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit […]
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Rooz ta'arun ki numaish mein faraq parta hay Chaand pagal hay andhairay mein nikal parta hay ik deewana musafir hay meri aankhon mein waqt bay waqt tehar jata hay, chal parta hay Apni ta'abeer k chakkar mein mera jaagta khuwab roz sooruj ki tarah ghar se nikal parta hay
Aaj Eid Kal Eid Subha Eid Sham Eid Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid "Eid Mubarak"
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai, apki yado ko seenay sey lagaya hai, pata nahi yaad apki hi kyo aati hai, dost to hamne auron ko bhi banaya hai
Aik doctor apne dost se: "yar mai soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon. Dost:"tumhara khyal to naik hy magar yahan ka qabristan chota hai. :p"
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey! Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey Jaaney Kya Aadmi Tha, […]
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Unka ashiyana dil mein basa rakha hai, Unki yadon ko seene se laga rakha hai, Pata nahi yaad aate hain wohi kyun, Vaise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai.
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Meray mehboob qayamat hoogi, aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi, Meri nazrain tou gila karti hain, teray dil ko bhi tujhsay shikayat hogi.
Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.