You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Woh subah ki thandak
Woh subah ki thandak
Woh subah ki thandak,
Woh toliye ki khushbu,
Woh shamp ki bottle,
Woh dhule howay kapron ka sakoon,
.
.
.
.
.
Tum kiya jano ye to sirf nahanay
wale hi jante hain:p
Related SMS
- Subah subah suraj ka sath ho
- Har subah, teri muskurati rahay
- Raat guzri phir mehekti subah ayi
- Har subah naye kafile me sawaar hota hu.
- Ek Kutta subah se sham tak
- Subah 5 baje phansi
- Is pyari si subah mein
- 1 subah memon ki biwi mar gaye
- Aaj / kal / subah / shaam eid
- subah ka sweet salam
- yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Is hawa me khushbu hai tumhari,
- Sare gawahon aur bayanat
- Hindi New Year Joke SMS
- Zamong tar myanza fasele wale shwe
- Auro ko to kya humko bhi tabah kiya
- KOI KIYA JANAY
- Plz sirf 1 bar kehdo
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Sirf mera rahay!
- Khaal mutehda ki hay :p
- Kisi pey mar mitne wale hum na thay
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
- Zoo se bhaagay howay Langoor
- Aey ibne ADAM!
- Dilon ko khareedney wale hazar mil jayege
- Ab un raho se guzra nahi jata
- Tum kia jano gum kia chiz hai
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
Subah subah suraj ka sath ho, parindon ki aawaj ho, hath mein chaye or yaado me aap ho, us khush numa subah ki kya bat ho. GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY.
Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is tarahe se milay ke har milne wale ko teri yaad aati rahay!
Raat guzri phir mehekti subah ayi, dil dharka phir tumhari yaad ayi, aankhon ne mehsoos kiya uss hawa ko, jo tumhe chhu kar hamare pass ayi.
Har subah naye kafile me sawaar hota hun. Har dopahar naye dardse najre chaar hota hun. Shaam ko gahrati hai darde yaari.. Phir nayi subah ka intzar karta hun.
Ek Kutta subah se sham tak bhonkta raha bao baobaobao baobaobao bao baobaobao bao bao baobao... Vo to bechara kutta hai, tum kyu bhonk rahay ho ?
Police:Tumhe kal subah 5 baje phasi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha! Police:Kion has rahe ho? Sardar:Main to uthta hi subha 9 baje hon.! hehehe:d
Is pyari si subah mein, pyare se mausam mein, pyari si koyal ki awaaz, pyari si hawaaon mein, sabse pyare insaan, aur sabse pyare dost ko meri taraf say Good Morning ka paigham:)
1 memon subha so ko utha to dekha ke uski biwi mar gaye hay. Wo foran kitchen me gaya or apni beti ko galay laga kar rony laga or bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â
Aaj Eid Kal Eid Subha Eid Sham Eid Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid "Eid Mubarak"
,"*",/),,/),"*", ,"*",( ';' ),"*", ,"*",(,,)(,,) Subha Ka,,"*" ,"*",Sweet, Sa,"*",, ,"*",Salam,"*", ,"*",,"GOOD",,"*", ,"*",MORNING,"*",
yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte chocolate kiya toffee bhi diya nahi kerte. ye dosti sirf aap say werna msg kiya hum miss call bhi kisi ko diya nahi kertay...
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Is hawa me khushbu hai tumhari, is chand ki roshni me surat hai tumhari. Is dil sey jo mar kar b juda na ho sakay woh sirf aur sirf dosti hai tumhari.
Sare gawahon aur bayanat ko mad-e-nazar rakhte howay ye adalt, dafa 420 k tahet $m$ parhne wale ko $m$ na bhejne k jurm me "MEMON" Qarar deti hai.
2020 Mai Bohat Bar Aisa Howa Jab Maine Tumhe Tang Kiya Pareshan Kiya Mushkil Mai Dala Tumhara Mazak Uraya Magar Ajj Mai Sirf Ye Kehna Chahra Hu . . . . . Ziadah senti na ho Q k K Mai Ye Sub 2016 Mai Bi Karu Ga :D :-P
Che rata na gore muske wale shwe, Zama da zra bagh ke sparle wale shwe. Za kho pa tama da sro shondo woma, Mata da gul pa zai azghe wale shwe. La ma pura darta katli na wo, Pa lag saat ke me zarge wale shwe. Taa ho wayal che pa jwandun yama sta, Che […]
Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, Auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, Auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya.
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat […]
Plz sirf 1 bar kehdo sirf ek bar.. December ki wo yaden mujhe lota do, wo bhegi bhegi ratain, wo haseen lamhaat, jub tum mere bilkul qareb aaker, ankhon me ankhain dalkar, jub tum ne.. kaha! Aande lee loo, garam aande
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
Tumhari namaz, Roza aur qurbani sirf aur sirf allah he k liye hai !!! . . . Magar yeh bhi yad rakho khaal sirf mutehda ki hai:p
Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the, kisi pey mar mitne wale hum na thay, aadat si par gayi tumhe yaad karne ki, warna kisi ko yaad karne wale hum na thay.
Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Abe Khajur, Zoo se bhaagay howay Langoor, Abey Saray hue Kele ke Chilkey, Chuse hue Aam, Circus k Retired Bander, (Aisa kisi ko na kehna Feel hota hai).
Aey ibne ADAM! Tujhe kia ho gaya hai? Tu ne apni namazon, Duaon aur ibadaton ko sir pareshani aur museebat k waqt k liye hi rakha huwa hai, Tujhey 70ma'aon se ziadah chahnay wale RAB Ta'AALA ko sirf apni waqti khuwahishon k liye naraz kia howa hai.. Aey insan, zara soch to sahi...
Dilon ko khareedney wale hazar mil jayege, Aap ko dagha dene wale bar-bar mil jayege, Milega na aapko hum jesa koi, Milne ko to dost beshumar mil jayege.
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the, ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
Tumhain kia pata gum kia hai, Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain, Tum kia jano gum kia chiz hai, Tum nay to hamesha . . . thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi […]