You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Hamari yadoon ki khushboo ...
Hamari yadoon ki khushboo ...
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
"Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain"
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
Related SMS
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
- Dil yadoon ka gehwara.
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai
- Samjha do apni yadoon ko
- Hamari maut ki waja bhi tum ho
- Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho
- Aap apna Inbox khali rakhna
- Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo
- Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari
- Hamari baat to aur thi yaaro
- Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- shubhkamna hai hamari aapke liye
- Hamari qismat to taron jaisi hai
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Hamari taraf se ramadan mubarak
- apni yadoon ka ghulam ker gaya
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- New year dua shayari
- Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho
- ek hissa hume bhi banaye rakhna
- Humari ghaltion ko bhulaate rehna
- Dil se bolun ik bat main sachi.!
- Mubarak ho aap ko shab-e-barat
- Main sun k uski sub batain
- Kaisa hy ye sms zaror dasna
- Milnay ka waqt maat nikalo par
- Har aahat ehsas hamara Dilaegi
- Nannay sey dil me armaan koi rakhna
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
Dil yadoon ka gehwara. Aankhain aasoun ka samander. kaantairay aawaz k matlashi. zabaan tairay milnay k liyay dua'go. dimagh khayalon main gum. hont pyar k pyasay.
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Meri sanson mein teri khushboo to basee aaj bhi hai Dil ki khwahish hai ke tumhay choo ker phir se dekhoon Faaslay itney bhi ho jaain gai sochha hi na tha Teray ehsas mein teri tasweer mein kab tak dekhoon Kaisey dorahey per khara hoon ke aqal sakit hai Dar hai pyaron sey judai ka, […]
Samjha do apni yadoon ko, wo bin bulaye pas aaya karti hain, aap to dur reh kar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hain
Hamare muskuranay ki waja tum ho, Hamari zindagi ka matlab tum ho, Agar chora saath zindagi main hamara, to samajh laina k hamari maut ki waja bhi tum ho
Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho, 1msg bhej ke10 free pate ho, hamare dil par kyon zulm dhate ho, hamare msg forward kar k naye -naye dost banate ho.
Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari, Jismain Mangi Humne Har Khushi Tumhari, Jab Bhi Koi Dastak Sunai De Dil Pe, Samjo Dua Kabul Hui Hamari
Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya
apki ankho me saje he jo bhi Sapne Or Dil me 6upi he jo bhi Abhilashaye, Yah naya varsh unhe sach kar jaye Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna.
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de, Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par, !! Happy diwali !!
Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai, hume yad karna to door.Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Raat ko naya chand mubarak, Chand ko chandni mubarak, Falak ko sitare mubarak. Sitaroon ko bulandi mubarak. Aur aap ko hamari taraf se:- RAMADAN MUBARAK
aaj door se hi koi salam kar gaya, apni yadon ka ghulam ker gaya , apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi humain nilaam kar gaya........
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga, aapke har kadam par duniya ka salam hoga, Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy New Year
Dil ap ka ho dharkane hamari hon, Ankhen aap ki, aansu hamare hon, Chehra aap ka, muskurahat hamari ho, Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho, Nokri ap karo ro salary hamari ho.
Hume apne dil mein basaye rakhna, hamari yaadon k chirag jalaye rakhna, bahut lamba hai safar zindagi ka mere dƒöst, ek hissa hume bhi banaye rakhna.
Humari galatiyon ko bhulaate rehna, Zindagi bhar dosti nibhaate rehna. Agar hum na chal sake aap ke saath to aap hi kadam se kadam milaate rehna.
Dil se bolun ik bat main sachi.! Hum Tum ik raftaar k panchi.! Dosti ye hamari hogi na kabhi kuchi.! Teri photo se to meri negative hi Achi.!:-)
Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
Main sun k uski sub batain, Faqat itna hi kehta tha, Khafa hona mana laina, Yeh sadiyon say riwayat hay, Gilay shikway karo mujh say, Tumhain janan ijazat hay, Magar ik baat meri bhi, Tum yaad rakh laina, Kabhi aisa bhi hota hay, Hawa'ain rukh badalti hain, Khata'ain ho hi jati hain, Khafa hona bhi […]
O mere makhna meno yaad rakhna har vely hasna, Koe problem howy ty dasna, kise hor nal na phasna, bus mere nal vasna O mere makhna Kaisa hy ye sms zaror dasna
Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
Har aahat ehsas hamara Dilaegi, har hawa qissa hamara sunaegi, Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me, na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi. I miss u, do u?
Nannay sey dil me armaan koi rakhna, Duniya ki bheer main pehchan koi rakhna. Achey nahi lagtey jab rahtey ho udas, In hoto pe sada muskaan wohi rakhna.
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo