You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
Roman Urdu SMS about the habit of speaking kindly to all and remembering everyone, even those who never think of the sender.
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari,
koi hum ko yaad kare ya na kare,
har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Related SMS
- Hamari baat to aur thi yaaro
- Us ki aadat wohi har baat adhori karna
- Hamari qismat to taron jaisi hai
- Mohabbat ka izhaar na karna
- is zindagi se tu mout achi
- KHUSHI se dil ko aabad karna
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Intikhab karna hay
- Wafa ruswa nahi karna...
- Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
- Hamari taraf se ramadan mubarak
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- Koi achha lage to use pyar mat karna
- Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna
- Jhuki nazron say iqrar mat karna
- Behiss hai yahan loag, bhala soach kai karna
- Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Hamari maut ki waja bhi tum ho
- Hamari yadoon ki khushboo ...
- Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai,
- Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
- Fitrat ko samajhtay hain parinday
- Aisa kabhi na karna
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Badla Lena Meri Fitrat Mein Nahin SAAQI,
- Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna
- Ishq karna hay to...
- Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna
Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya
Us ki aadat wohi har baat adhori karna aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Roman Urdu SMS comparing the sender's fate to stars — not admired like the moon, but called on only to fall. Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai, hume yad karna to door.Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
Kaha tha tum say...mera intezaar na karna dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi ab ki bar tum koi bhi sawal na karna Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna Zindagi tanha hi […]
Man complains life is worse than death; an angel immediately appears — man backtracks hard and says he was joking. Aik admi:is zindagi se tu mout achi Achanak aik farishta aya aur kaha tumhari jan lene ka hukum hua hai Admi: ye lo yahan per tu mazaq bhi nahin ker sakte!
KHUSHI se dil ko aabad karna GHAM ko dil se aazad karna Bas itni guzaarish hai aapse k ho sake to din mein ek baar yaad zaroor karna
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Be-khuloos logo'n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto'n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Wafa ruswa nahi karna... Suno aisa nahi karna Mai pehle hi akela hu Muje tanha nhi karna, Judai aa b jaye to Ye dil chota nhi karna Bohat musroof ho jana Muje socha nhi karna, Barosa b zarori hai Magar sub ka nhi karna Muqadar to muqadar hai kabi shikwa nahi karna Meri takmeel tum […]
Sitting quietly and suddenly remembering the old promise — you once said you loved me too. Iqrar Kiya Tha Tumny Bhe, Ky Mjhe Tumsy Muhabbat Hai ...! Lo !! Bethey Bithaye Ajj Humein, Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Roman Urdu Ramadan Mubarak message using the new moon, stars, and sky to frame wishes for the blessed month ahead. Raat ko naya chand mubarak, Chand ko chandni mubarak, Falak ko sitare mubarak. Sitaroon ko bulandi mubarak. Aur aap ko hamari taraf se:- RAMADAN MUBARAK
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Koi achha lage to use pyar mat karna, uske liye apni ninden bekaar mat karna, 2 din to aayenge khushi se milne, teesre din kahenge mera intjar mat karna...
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Jhuki nazron say iqrar mat karna, nazrain utha kar inkar mat karna, raat bhar taraptay ho kisi ki yadon me, aur dusron ko kahtay ho kisi se pyar na karna.
Behiss hai yahan loag,bhala soach kai karna.. Is doar main logoon sai wafa soch kai karna ik baar jo rothey,to mana tum na sakhoo gay, hum jaisai diwanoon ko khafa soch kai karna Gul shaakh sai bichrai to kahin ka nahi rehta Tum zaat mere khud se juda soch kai karna.
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari, Jismain Mangi Humne Har Khushi Tumhari, Jab Bhi Koi Dastak Sunai De Dil Pe, Samjo Dua Kabul Hui Hamari
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai.
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
Hamare muskuranay ki waja tum ho, Hamari zindagi ka matlab tum ho, Agar chora saath zindagi main hamara, to samajh laina k hamari maut ki waja bhi tum ho
A sentimental friendship poem about fragrance and memory — ends with practical advice: just keep your nose clean (literally). Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna, Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna "Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain" . . . bus apni NAAK SAAF rakhna.
Dharaktay dil Ke peechay koi Baat Hoti Hai, Dard-e-dil main Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Aye dost tumhain Pata Ho na ho.. Par aapki Har Khushi K Piche Hamari Faryaad HoTi Hai.
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
Insaan ki fitrat ko samajhtay hain parinday, Jitna bhi mohabbat se bulao nahin aatay.
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi […]
You may be the type who forgets — but forgetting me is not in your fate. Try if you want. Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main Yunhi Her Aik Se Be-Rabt Nahin Milta, Her Aik Shakhs Ko Us Ka Mayyaar Deta Hoon..! Main Gham Ki Kashti Ko Dabona Nahin Chaahta, Bojh Barrh Jaye To Kuch Utaar Deta Hoon..! Khushiyan Koi Maangey To Muft Deta […]
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Meri taqdeer mein rang-e-HinA tum ne nahi bharna Tumhe manzoor he shayad mera ghut ghut k he marna Tumhare faisaly per ab,sar-e-tasleem kham hoga Main apny hont see loon ga Yu he bekaif gee loon ga Tumhare hijer ki tasveer ko dil main saja loon ga […]
Ishq karna hay, phir dard bhi sehna seekho warna aisa karo, auqaat mein rehna seekho
Warm formal Hindi New Year SMS expressing a sincere wish that every dream in the reader's eyes and heart comes true in the new year. apki ankho me saje he jo bhi Sapne Or Dil me 6upi he jo bhi Abhilashaye, Yah naya varsh unhe sach kar jaye Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna.