You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari,
Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari,
Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki,
Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Related SMS
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
- Nigahain nigahon se mila kar to dekho
- Judai aapki rulati rahegi,
- Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- Pehchaan lena agar kahi hum mile aapse
- Aapki kanjusi dil ko bha gai
- Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari
- Hamari maut ki waja bhi tum ho
- Na ho aapki muskan kam
- Bas aapki ek jhalak nahin milti
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Hamari baat to aur thi yaaro
- Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Rahtey hain jo nigaho se door
- Palkon me qaid kuch sapne hain
- Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
- Dil me har raaz daba k rakhte hain
- Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Hum bhi kitne nadan hain
- Hum to pagal hain
- Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
- Aankhay jub aussay char hoti hain
- Kuch log tot kar chahtay hain
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Bheeg jaati hain meri palkein jab tanhai main Dar lagta hai, koi wajah jaan na le. Dar to yun bhi lagta hai k koi meri Aankhon me tumhe dekh k‚ pehchaan na le.
Nigahain nigahon se mila kar to dekho, naye logo se rishta bana kar to dekho, hasratain dil me dabane se kya faida, apne hoton ko hila kar to dekho, asmaan simat jayega tumhare agosh me, chahat ki bahen phaila kar to dekho
Judai aapki rulati rahegi, yaad aapki aati rehegi. Pal-pal jan jati rahegi, jab tak jism mein hai jaan har saans dosti nibhati rahegi.
Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi, Ada'ain dikha kar sitam dhaa rahi ho, Wafaaon ka khoob sila diya, Ab tadapta hua chor kar jaa rahi ho.
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
koi gila na koi shikwa rahe aapse... ye aarzo hai ek silsila bana rahe aapse... bas ek baat ki bari umeed hai apse... pehchaan lena agar kahi hum mile aapse...
Aapki kanjusi dil ko bha gai, Hamain bhi apne balance ki qadar aagai, Socha ab aapkomessage na karain, Magar ye kambakht dosti hamain yaad aagai.
Duaon Ki Bheer Mein Ek Dua Hamari, Jismain Mangi Humne Har Khushi Tumhari, Jab Bhi Koi Dastak Sunai De Dil Pe, Samjo Dua Kabul Hui Hamari
Hamare muskuranay ki waja tum ho, Hamari zindagi ka matlab tum ho, Agar chora saath zindagi main hamara, to samajh laina k hamari maut ki waja bhi tum ho
Mil jaati hai kitno ko khushi, Mit jaate hai kitno ke gham, SMS is liye bhej rahe hai hum, Takay door rah kar bhi na ho aapki muskan kam.
Aapke khayalon say fursat nahi milti, hame ek pal ki raahat nahin milti... mil to jata hai sab kuch.. bas aapki ek jhalak nahin milti.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH hay in khayalon main... woh ghair hoke bhi kitne apne hain...
Palkon main qaid kuch sapne hain, Kuch bayganay kuch apne hain, Na janay kia kashish hai in khayalon main, Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
Dil me har raaz daba k rakhte hain, Honto pay muskan saja k rakhtey hain, Ye duniya sirf khushi main saath deti hay, Is liye hum apne aanso chupa k rakhte hain...
Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain, Har Zakhm ko apne hathon se si lete hain, Jiss hath ko keh diya apno ka hath, Uss hath se hum Zeher bhi pi lete hain,
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain Aap jo roothey to itna bhi na soocha Hum to pagal hain mar bhi saktey hain
Duniya mein sab begane hain, Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain, Guzre kal ki yahi kahani hain, Kuch khud baraad hue kuch unki meharbaani hain.
Aankhay jub aussay char hoti hain Dil ki baatay hazar hoti hain Piyar may pata chal raha hay abb Kasay nindhay kharab hoti hain Zamana kuo dushman banta hay Kasa sunna baatay azab hoti hain Samajh may kuch nahi aata Sameer Aqal ki batay baykar hoti hain
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.