You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
Those we want are crazy about someone else — same old story, some self-destructed, some just fell victim to someone's kindness.
Duniya mein sab begane hain,
Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
Guzre kal ki yahi kahani hain,
Kuch khud baraad hue kuch unki meharbaani hain.
Related SMS
- aik aas lagana chahte hain
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako
- Keh sakain jise hum dil se apna
- Dunya Jise Neend Kehti Hai...
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
- Palkon me qaid kuch sapne hain
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Koi khuwahish nahi is deewanay ki
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Kuch log tot kar chahtay hain
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- kuch din main kai baar kertay hain
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Dil me har raaz daba k rakhte hain
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Dil mein aansuyo ke mele hain
- kehte hain uss daur ko dosti
- Aankhay jub aussay char hoti hain
- Palkon par aasoo chor jate hain
- Kuch khone ko pyar kehte hain
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Chalo aik sath chaltay hain
- Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila, hum apni takdeer say lartay reh gaye, hum to unki yaadon ko bhi samait na paaye, wo hamaray ashqon k zariye beh gaye.......
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati, marna chahte hai magar maut paas nahi Aati. Bahut Udaas hain hum is zindagi se, Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati...
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, mat chaho use jise tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka poora hota hai, Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai....
Kab maine kaha ki Chandi aur Sona chahiye, Bas aap ke dil mein ek chota sa kona chahiye, Keh sakain jise hum dil se apna, Aisa bhi to koi dost hona chahiye.
Dunya Jise Neend Kehti Hai... Jane Vo Kya Cheez Hoti Hai... Aankhain to Hum Bhi Bund Karte Hain.... Par Vo Aapse Milne Ki Tarkeeb Hoti hai.......
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, Mat chaho usey jisey tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka pora hota hay, Iska to pehla shabd hi adhoora hota hay
Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH hay in khayalon main... woh ghair hoke bhi kitne apne hain...
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Hasrat hai sirf unhe pane ki, aur koi khwahish nahi is deewane ki, shikwa mujhe unse nahi khuda se hai, kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki€¦.
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Ranks cheapskates by tier, saving the top spot for the person who sends a miscall just to check their own balance. Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Palkon main qaid kuch sapne hain, Kuch bayganay kuch apne hain, Na janay kia kashish hai in khayalon main, Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
A double-meaning SMS stringing together increasingly suggestive descriptions of how different people charge their mobile phones overnight. kuch log sari raat karte hain kuch log bar baar kertay hain kuch din main kai baar kertay hain kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain . . . . . . Tub jaa ker […]
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Keeps every secret buried deep and every tear hidden — because the world only shows up for joy. Dil me har raaz daba k rakhte hain, Honto pay muskan saja k rakhtey hain, Ye duniya sirf khushi main saath deti hay, Is liye hum apne aanso chupa k rakhte hain...
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Roman Urdu SMS about loneliness and longing, with a Punjabi aside explaining that 'vele' means lazy — the sender's self-described state waiting for the beloved. Dil mein aansuyo ke mele hain Tum bin hum bohat akele hain Sab kuch chod kar tumeh MMS karte hain Dekho hum kitne vele hain *vele = lazy (vele is […]
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Aankhay jub aussay char hoti hain Dil ki baatay hazar hoti hain Piyar may pata chal raha hay abb Kasay nindhay kharab hoti hain Zamana kuo dushman banta hay Kasa sunna baatay azab hoti hain Samajh may kuch nahi aata Sameer Aqal ki batay baykar hoti hain
Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Zamanay ko jalnay do chalo aik sath chalte hain, Nayee duniya basanay ko chalo aik sath chalte hain, Hamain jeevan ka her lamha tumhare naam kerna hai, Yeh waada nibhanay ko chalo aik sath chalte hain, Suna hay mil k chalne se muqaddar jaag uthte hain, Yeh baat aazmanay ko chalo aik sath chaltay hain,
Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain, Aur Insaan Zinda rehne se Ghabrata hain, Naa jaane kaise Hazaaron kaanton ke beech, Rehkar bhi ek Phool Muskurata hain.
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]