You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,
Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Related SMS
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- log misaal mere chand ki dete hain
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Badal-badal kay
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- chand kisi aur ka ho gaya
- Tab hi tou chand mein daagh hay
- Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
- Tumhara chand sa chehra..
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Kuch log tot kar chahtay hain
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- Sardiyon ka chand
- Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
- Chand ko chandani par garoor hai
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain,
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Hum bhi kitne nadan hain
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Palkon me qaid kuch sapne hain
- Chand to tum ho hi,
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Bari asaani se dil lagaye jaate hain,
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- 2 din pehlay hi eid ka chand dekh lia
- Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain
- Chand lamho ki zindagi hai
- kehte hain uss daur ko dosti
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker, ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hain.
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Arz hai: Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, mai dewana ho gaya,chand badalo mai kho gaya, maine badal hatne ka intjar kiya, tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat Tabhi to chand mein daagh hay, Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai Tabhi to suraj mein aag hay.
Bujhi shamaa bhi jal sakti hai, Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal, Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra... Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela... Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain... Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra... Koi chehra […]
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
Kuch Is Liye Bhi Raat Ko Ghar Se Nikal Aata Hon Main Sardiyon K Chand K0 Ehsas Na H0 Tanhayi Ka
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
Chand ko chandani par garoor hai, Chandni ko chand par. Ham kis par garoor karein, hamara to chand hi hamse duur hai.
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Duniya mein sab begane hain, Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain, Guzre kal ki yahi kahani hain, Kuch khud baraad hue kuch unki meharbaani hain.
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH hay in khayalon main... woh ghair hoke bhi kitne apne hain...
Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote, . . . chand to tum ho hi, sitaray bhi saath hote!!
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Palkon main qaid kuch sapne hain, Kuch bayganay kuch apne hain, Na janay kia kashish hai in khayalon main, Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Bari asaani se dil lagaye jaate hain, par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain, le jaati hai mohabbat un raaho par, jaha diye nahi dil jalaye jaate hain
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Close Ur Eyes And Imagine My Smily Face Have You Done It??? Mubarak ho Aap Ne 5 Din Pehlay Hi Eid Ka Chand Dekh liya‚¦.
Her khushi main tumhari bat kartay hain, Tum salamat raho yeh faryad kartay hain, Ab aik sms main kaisay batayain k, Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain...
Chand lamho ki zindagi hai, Nafraton se jiya nahi karte, Lagta hai dushmano se guzarish karni padegi, Kyunki aap to ab sms kiya nahi karte.
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai