You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar..
insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain..
Aur bewafa badle ya naa badle..
Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Related SMS
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Tere bina hum jeena bhool jate hain
- Palkon par aasoo chor jate hain
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Badal-badal kay
- Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb
- Doston ki dastan jab waqt sunata hai
- Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai
- Umeed nahi fir bi jiye jate hai.
- Maana waqt ney ki hai bewafai tujhse
- Door waadiyoN mein dhundley badal
- Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
- Karti hain itna makeup k weight barh jata hay
- Dil to kia hum rooh me uter jate
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- Ye waqt lamhe guzar jayenge
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Milnay ka waqt maat nikalo par
- kehte hain uss daur ko dosti
- Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Door jate howe logoo ko bulate rehna.
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Hum bhi kitne nadan hain
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Dost akser yunhi ban jatay hain
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.
Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon ghar main hain filhal jitne bhi purane jote aap bhi jake badal lain main badal aya hoon
Doston ki dastan jab waqt sunata hai, to hame bhi koi dost yaad aata hai, Bhool jate hain hum zindgi k ghum ko, jab aapke saath bitaya waqt yaad aata hai.
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.
Umeed nahi fir bi jiye jate hai.. khali hai bottle fir bi piye jate hai., Himmat to dekho hamari... Response aata nehi fir bhi sms kiye jate hai....
Wo laut aayega teri zindagi mein, jiska intzaar tujhe aaj bhi hai, maana waqt ney ki hai bewafai tujhse lekin meri duaon me asar aaj bhi hai
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Bujhi shamaa bhi jal sakti hai, Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal, Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
Bachiyon k chakker me larke jate lutt, Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt... iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain, Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain.. Na kare makeup to un se banda dar jata hay, Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.
Hum to mojod thy raaton me ujalon ki tarah, Log nikly hi nahi dhondne walon ki tarah, Dil to kia hum rooh me uter jate, Us ne chaha hi nahi chahne walon ki tarah
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge, per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna. Jub b barish ho mera soog manate rehna. Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri. Bus kinare pe khare hath hilate rehna. Jane is dil ko ye adab kahan se aaye. Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna. 1 modat se ye maamool howa hai […]
Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Tare asman me chamkte hain Badal itni dur hai fir bhi barste hain Hum bhi kitne nadan hain Aap dil me rehte hain or hum apse milne ko tarste hai
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain