You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Hamain Tumse Piyaar Hai...
Hamain Tumse Piyaar Hai...
Hamain Tumse Piyaar Hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
HAAN...!
.
.
.
.
.
Aye pyaray watan (Pakistan) Hamain Tumse Pyar Hai....
Related SMS
- Phir Piyaar Kisey Tum Kehtey Ho?
- Main tumse kuch kahna chahta hun,
- Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar
- Jitna pyar paya hai tumse
- Meri chahatain tumse alag kab hain
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- Woh hamain 1 sms na kar paye
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Aray hamain to apnon ne luta
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Hamain bhula na dena
- Hamain maaf farma
- I love PAKISTAN
- Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan
- Main maa Bannay wali hoon
- Teriyan yadan nal preet pai baithe haan
- Mut poch sms ki inteha kahan tak he
- Kion ho ???
- What does ILU means?
- Aapko...hum sirf aapko hamesha
- Pyar se tab tak pyar na karo
Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai In Posheeda Si Baaton Mein Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain In Baaton Ko Hum Muddat Se Seenay Mein Chhupaye Bethey Hain Kuch Paaye Bina Kuch Kho Dena Ye Piyaar Mein Ham Ne Seekha Hai Sooraj Mein, Chand Sitaron Mein Har Shai Main Tumhi Ko Dekha […]
main tumse kuch kahana chahata hu, wahi baat jo dil ko chu jaye, wahi pyar ke 3 ilfaz "MERA PAKISTAN ZINDABAD"
Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar Raah main chorr kar mat jana mere yaar Bin tere hum ji na payenge Tum na hoge to hum BEWAQOOF kisay banayenge;-)
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
Meri chahatain tumse alag kab hain, Dil ki batain tumse chupi kab hain, Tum sath raho dil main dharkan ki jaga, Phir zindagi ko sanson ki zarorat kab hai,
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Koi itna Chahe Tumhe to batana, Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana, EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse, Koi Hamari tarah kahey to batana
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
Dil se roye magar honton se muskura baithe, Yun he hum kisi se dosti nibha baithe, Woh hamain 1 sms na kar paye, Jin k liye hum sms packages kerwa beithay
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha, Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha, mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha, Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha, Mujhe jiS beD per […]
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu shahensha hai Tujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad salalaho aleyhe wasalam k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi […]
I love PAKISTAN P= parveen A= asma K= kiran I= iqra S= seher T= tuba A= aalia N= nida PAKISTAN meri jan sab se pehle pakistan i love PAKISTAN
Khuda ki khaas rehmat hai buzurgun ki bashaarat hai kayee nasloun ki qurbaani kaye nasloun ki mehnat hai asaasa hai jiyaaloun ka shaheedoun ki amaanat hai jab hee tareekh ne rakha hai is ka naam pakistan andheroun ko mitaaye ga ujaala ban k chaaye ga yeh qissa inqilaabi hai naye duniya banaye ga agar Allah […]
Premika premi se: main maa Bannay wali hoon. Premi: kya baat kar rahi ho yum hosh me to ho. Premika: haan Premi: Magar ham nay tou kabhi kiss tuk nahin kari Premika: haan mai tumhare daddy se shadi kar k tumhari maan banane wali hoon..
Teriyan yadan nal preet pai baithe haan, Eh na samjhi tenu bhulai baithe haan, Duriyan ki karan giyan dur sanu, jad ruh vich hi tenu vasai baithe han.
Mut poch sms ki inteha kahan tak he, Tu kanjusi ker le teri taqat jahan tak he, SMS ki umeed hamain nahin aap se, Hamain to dekhna hai aap kanjus kahan tak hain. Just chill
Kia hai jo pyar to chupate kion ho Mehfil mein mera naam dohrate kion ho Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein Phir hijar ka dard cupate kion ho Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi To khuwaboon mein phir aate kion ho Nazrain mila ke sharma jate ho jo Nazrain hum se milaate hi […]
What does ILU means? I= I L= Love U=Urdu so I love urdu... tum kya samjhey they... I love ullu.. to haan mein tum say bhi pyar karta hoon
Aapko...hum sirf aapko aur aapko are aapko haan haan aapko ,baba aapko aapko only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge......
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare