You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Aray hamain to apnon ne luta
Aray hamain to apnon ne luta
An escalating catastrophe poem: every misfortune is made worse by the next — hospital closed, ambulance empty, bomb under the bed.
Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha
Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha,
Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha,
mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha,
Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha,
Mujhe jiS beD per litaya is k nichay bomb tha,
Mujhey to bomb se uraya, goli main kahan dam tha
or mujhe sarak per dafnaya Q K us din,Qabristan main function tha
Related SMS
- Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete
- dil apnon ko doge to pachtao gay
- Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Woh hamain 1 sms na kar paye
- Hamain Tumse Piyaar Hai...
- Hamain bhula na dena
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- Hamain maaf farma
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Baqi horain kahan hain ?
- Jo na mil saka wo baywafa
- Wo sunta to main kehta
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
- Zara Tum Shaam Honey Do
- New quomi tarana of Pakistan
- Tumhari galat fahami hai
- A Ghazal by Husband
- Tumhari chahhat
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Meri qismat zardari jaisi kahan?
- Aur mujh hi say daman chura to na lo gay
- Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
Dil dost ko do ge to dost banao gay, saathi ko do ge to saathi banao gay, ghairon ko doge qadar karvao gay, or agar apnon ko doge to pachtao gay.
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay, Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay, Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad, Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay...
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Bought an SMS package for someone special — someone who has never once sent back a single message. Dil se roye magar honton se muskura baithe, Yun he hum kisi se dosti nibha baithe, Woh hamain 1 sms na kar paye, Jin k liye hum sms packages kerwa beithay
Teases with an emotionally charged "we love you" build-up before the twist: the love is for Pakistan, the homeland. Hamain Tumse Piyaar Hai... . . . . . . . . . HAAN...! . . . . . Aye pyaray watan (Pakistan) Hamain Tumse Pyar Hai....
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Roman Urdu supplication contrasting human weakness — powerless, needy, sinful — with divine power and mercy, asking for forgiveness and strength to do good. Ey Allah! Mai kamzor hun tu taqat wala hai Ey Allah! Mai ajiz hon tu be-neyaz hai Ey Allah! Mai mangta hon tu Daata hai Ey Allah! Mai mujrim hon tu […]
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Based on the belief that hiccups mean someone is thinking of you. A soft Urdu verse for someone you are sure still misses you. Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
A suicide bomber's device fails; he wakes up in hospital and asks the nurse where his promised houris are. Khudkash bombar ne bomb ka button dabaya lekin dhamaka nahin huwa or wo behosh ho gaya. Jab hospital me hosh aya or Nurse ko dekha to bola, Baqi horain kahan hain ?
Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb si baat hai jo chala gaya mujhay chor kar wohi aaj tak mere saath hai... Wo roshni kay khayal main wo na asaka raah mian muntazir yeh khalish kahan thi visaal main mere justojoo ko khabar nahi na wo din rahay na wo raat rahay jo […]
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha, wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha. kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di, mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha. kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di, usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha. […]
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey! Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey Jaaney Kya Aadmi Tha, […]
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do, Main Jugnoo Ko Jaga Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do ! Kahan Aaghaz Hota Hai, Kahan Anjaam Hota Hai, Huner Saarey Sikha Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do ! Mujhey Itni Mahaarat Hai Ke Main Saada Say Lafzon Mein, Tumhein Dilkash Bana […]
Lab pai aati hai dua ban k tamanna meri, zindagi bomb sai ho mehfoz khudaya meri! Main jo daftar k liye ghar se nikal ker jaon, Roz marrah ki tarha khair se wapas aaon! Na koi bomb k dhamakay se uradaye mujh ko, muft main jaam-e-shahadat na pila de mujh ko! Jo urdaday mujhay khudkash […]
Jeeto catches Santa swearing at her in his sleep, and Santa's defense of the accusation ends up being worse than the original complaint. Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay? Santa: Tumhari galat fahami hai. Jeeto: Kaisi galatfahami? Santa: Yehi ki mein soya tha.
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai, Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai, Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai, Roz leti he talashi wo police ki manind, Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai, Wahi […]
tumhari chahhat ka aidrak hoa tha mujhay tum say piyar yohi to nahi hoaa tha mujhay tumhari razamandi ka yaqeen hooa tha mujhay tum say aiqrar yo hi to nahi hoa tha mujhay tumhari wafa ka hosla mila tha mujhay tum say ainkar yonhi to nahi hoa tha mujhay
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
A wife accuses her husband of wanting her dead for her belongings — and he denies it, citing far worse luck than Zardari's. Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata […]
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey bahoun mein apni sama lou mujhey Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey Meri sab say gehri khuwahish hou puri Tum agar pass […]