You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » dil apnon ko doge to pachtao gay
dil apnon ko doge to pachtao gay
Dil dost ko do ge to dost banao gay,
saathi ko do ge to saathi banao gay,
ghairon ko doge qadar karvao gay,
or agar apnon ko doge to pachtao gay.
Related SMS
- Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay
- Kion hain khafa yeh bayan to kijiye
- To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
- Tu qasam say umer bhar muskurao gay
- What comes first the chicken or the egg ?
- Haath haaton say choot'ta kub hay?
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
- Baatein karke bhola na dena
- Sapnon se sikayat kon karay
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
- Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
- Koi hay jo dua kia kerta hay
- jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi
- Pholon ki wadi main ho basera AAP ka
- Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai,
- Najaney log dil kaisey tod detey hain....
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai
- dosti ko dil say nibhaya
- Bhule hai woh kuch iss qadar humein
- Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari
- Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni
- Hum Nahi Chahatay
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Ho jao agar zamane say dukhi
- Aap jaisa dost jab se mila he
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Duniya jalti hay
- Khud ko khud say ham kalam kar k daikhna
- Hai tu agar mera dilbar
- Is duniya mein dost kam milenge
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay, Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay, Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad, Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay...
Is qadar hamari chahat ka imtehan na lijiye, Kion hain khafa yeh bayan to kijiye.. Kar dijiye maaf agar ho gayai hum say khata, Youn khamosh reh kar hamain saza na dijiye....
Chiraghon se agar andhere door hote, To chandni ki chaahat kyun hoti, Kat sakti agar ye zindgi akailay, To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
Yun ainon say kab tak dil behlao gay, Jab andhera hoga khud ko tanha paogay, Hum jesa koi dost rahey agar tumhare sath, Tu qasam say umer bhar muskurao gay..
Santa found answer to the most difficult question ever- What comes first the chicken or the egg ? O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega !
Haath haaton say choot'ta kub hay? Koi apnon say rooth'ta kub hay? Jo bhi jur jaata hay aik baar, Phir woh RISHTA toot'ta kub hay?
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.
Baatein karke bhola na dena, Fasana karke mita na dena, Agar day sako dosti to gham nahi, Par dost banke bhola na dena.
jo sach nahi hai wo sapna hai, sapnon se sikayat kon karay, jo dard diya wo apna hai, apnon se sikayat kon karey?
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis […]
Koi hay jo dua kia kerta hay, Apnon main mujhey bhi gina kerta hay, Bohut khush naseeb samajhtay hain khud ko hum, Door reh ker bhi koi yaad kiya kerta hay
raat kya dhali taaray chale gayai ghairon say kya gila jab apnay chale gayai jeet to saktay the ishq ki baazi hum bhi per unhe jeetanay ke lye hum harte chale gaye
Pholon ki wadi main ho basera AAP ka Sitaronk angan main ho ghar AAP ka, Dua hay aik ek dost ki ek dost k liye, Aap say bhi khobsorut naseeb ho AAP ka,
Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai, Mujhe dekh par nazrein phira lete hai, Par ek baat par ghaur unkay kartey hai, Baatain ghairon ki, qasmain mere naam ki kha leti hai.
Log apna bana k chor detey hain, Apno se rishta tod k ghairon se jod detey hain, Ham toa ik phool na tod saktey, Najaney log dil kaisey tod detey hain....
Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER" ho aap ki sitaron jitni lambi aisa "DOST" kahan aur kisi k "PAAS" hota hai
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Bhule hai woh kuch iss qadar humein, Ki unhe samjhana bhi mushkil ho gaya, Kya pata koi khata ho gayi humse, Ya koi aur unke Zyada qareeb ho gaya.
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jese Dost Jabse Mile Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari us ne kaha dekhtay kia ho main nay kaha soorat tumhari us ne kaha karte ho kia main nay kaha ibadat tumhari us ne kaha kafir ho kia main nay kaha ye hi sahi us ne kaha chahtey ho kia main nay kaha muhabbat […]
Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi
Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay, Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay..... Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain, Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate..... Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko, Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay..... Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai, Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate..... . Teray […]
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Ho jao agar zamane say dukhi, Bikta hai gham dushman k bazaar main, Lakhon dard chupay hotay hain, Ek chotay say inkaar main, Ho jao agar zamanay say dukhi, To sawagat hai "wakeel" k darbaar main
Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahe, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahe, Aap jaisa dost jab se mila he, Kisi aur ko dost banane ki zarorut nahi rahe,
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
Khud ko khud say ham kalam kar k daikhna, Kitna mushkil hai yeh kaam ker k daikhna, Kis qadar udas guzarti hain meri shamain, Yaad kisi ko kisi shaam kar k daikhna...
Hai tu agar mera dilbar, Hai tu agar mera dilbar, To aaj ke lunch ka bill tu bhar
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.