You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Bhule hai woh kuch iss qadar humein
Bhule hai woh kuch iss qadar humein
Forgotten completely — can't even explain it to them, wondering if there was a mistake or just someone else took over.
Bhule hai woh kuch iss qadar humein,
Ki unhe samjhana bhi mushkil ho gaya,
Kya pata koi khata ho gayi humse,
Ya koi aur unke Zyada qareeb ho gaya.
Related SMS
- Woh humein bhulane ki baat karte hai
- Kuch na kuch zaroor milta hai
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- kuch dil ki laghi
- Kuch aur bhi hay
- Wife ne kuch kaha to nahi?
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Kuch log tot kar chahtay hain
- Palkon me qaid kuch sapne hain
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Aaj kuch ghabraaye se lagte ho,
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Kuch log bohut yaad aate hain
- Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
- Zindagi mein kuch sapnay saja lena
- kuch din main kai baar kertay hain
- Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Kuch Na Puchiye
- Abhi kuch dair baqi hai...!!
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Kuch log yadon ko dil ki tasveer banate hai
- Kuch apni taqdeer se dur lagta hai
- Aap jaise log hume kuch khas lagte hai.
- Mil jae gy ek din hum kuch is tarhan
- Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai
- Kuch to khas tha hato ki lakeer main
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say
- Dewangi se kum na thi kuch apni justuju
- Zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai
- Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai
- Kuch khone ko pyar kehte hain
Woh humein bhulane ki baat karte hain, Zara pucho humein kitna Yaad karte hain, Chehre pe hasi ka dikhawa hain, Magar Tanhaii mein Aansuon se Fariyaad karte hain.
Prayerful Hindi Durga Puja SMS about Maa Durga's light and grace — everyone who comes to her door receives something. Maa ki jyoti se noor milta hai. Sabke dilon ko surur milta hai. Jo bhi jata hai mata ke dwar, Usse kuch na kuch zaroor milta hai.
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
A ghazal with a gentle invitation — you start, and they'll teach you how to love properly, step by step. Kuch Dil Ki Lagi Tum Chero, Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen.. Kuch Pyar Ki Baatein Tum Karo, Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen. .Kuch Nazar Ka Ishara Tum Karo, Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen.. Kuch Jan […]
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
A husband returns home late after a fight and cheerfully reports that the damage his wife did wasn't as bad as it sounds. 1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai […]
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH hay in khayalon main... woh ghair hoke bhi kitne apne hain...
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
A Roman Urdu poem that compliments someone's appearance then reveals they just bathed. Aaj kuch ghabraaye se lagte ho, Thand se kuch kap-kapaaye se lagte ho, Nikhar kar aayi hai soorat aapki, BAHUT DINO KE BAAD NAHAAYE SE LAGTE HO..
Nothing left in the heart except the ache of loving you — and nothing worth offering except wounds. Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main, Soay pare hain muddat se, Main raat gaye tuk jaogon to, Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi, Kuch khushbo jese lehje […]
A ghazal about life as a prison — the only cure is your love, and even forgetting you feels like just another truth. Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat […]
Zindagi mein kuch sapnay saja lena, Agar waqt mile to kuch armaan jaga lena, Hum aap ki raahon se sab Dard chupa leinge, Jab chahey hamain aazmaa lena.
A double-meaning SMS stringing together increasingly suggestive descriptions of how different people charge their mobile phones overnight. kuch log sari raat karte hain kuch log bar baar kertay hain kuch din main kai baar kertay hain kuch bas 2, 4 ghante kar k so jate hain . . . . . . Tub jaa ker […]
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar […]
Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit […]
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
Kitne Nazuk Mizaj Hain Wo Kuch Na Puchiye Neend Nahi Aati Unhaien Dharkan k Shor Say..............
Not ready to forget yet — just a little more time before the seasons change and this love is over. Abhi kuch dair baqi hai...!! Khizan k beet janay main, Guloun k Muskuranay main, Khushi k geet ganay mein, Baharon k zamanay main, Abhi kuch dair baqi hai..! Main tum ko bhool jaonga..! Na tum […]
Ranks cheapskates by tier, saving the top spot for the person who sends a miscall just to check their own balance. Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Kuch log yadon ko dil ki tasveer banate hai, doston ki yadon me mehfil sajate hain, hum thode alag hai jo kisiko yad anay se pehle unko apni yad dilate hai!
Mohabbat ki zanjeer say dur lagta hai, kuch apni taqdeer se dur lagta hai, Jo mujhey tum se juda karti hai, Haath ki us lakeer se dur lagta hai...
Aap jaise log hume kuch khas lagte hai. mann me har waqt hum ek aas rakte hai, jaane kab aa jaye sms aapka is liye cell ko dil ke pass rakte hai
Tairi judae mai hoe jo halat to daikho Raton ko nend na ae kuch to socho Jab say gae ho dur hum sy Yaad utna he aty ho kasam sy Nahin ata aghar yaqeen is baat ka to Khwabon mai taire yaadon ke shidat to daiko Janty hain pyar mai hoty hain imtaihan bhot Tairy […]
Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai, Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai? Kisi aik say gila kiya karna yaaro, Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai
Tanha tha is duniya ki bheer main Socha koi nahin mery taqdeer main Aik din aap ne dosti ka hath barhaya To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main
Pee hay sharab her gali her may khanay say, Aik dosti si ho gayai hay sharab k jaam say, Guzray hain hum kuch aisay muqam say k, Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
Dewangi se kum na thi kuch apni justuju, Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay, Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath, Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D
Without you life feels hollow and half-finished — come join your breath to mine before time runs out. Tum bin zindagi sooni si lagti hai, Har pal adhoori si lagti hai, Ab to in sansoon ko apni sansoon se jor do, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai.
Don't need much — just one smile from you, just the feeling that you'll remember me. Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai, dil main bas ek Tamanna hi kafi hai, Tamanna hai ye ki aap sada kush raho , hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai.
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain