You are here: SMS4Smile » Friendship SMS » To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
Jab koi khayal dil se takrata hai,
Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai,
Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai,
To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
Related SMS
- Koi sub keh ker pyar jatata hay
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Yahi to khubsurt dosti ka nata hai
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- Kuch log tot kar chahtay hain
- Dosti is something that no1 can hate
- dosti ko dil say nibhaya
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- kuch dil ki laghi
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Dosti Ka Dawa Krne Wale
- Kuch door hamare saath chalo
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- kehte hain uss daur ko dosti
- Kuch to khas tha hato ki lakeer main
- Kuch aur bhi hay
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say
- Hoti Nahi Dosti
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Palkon me qaid kuch sapne hain
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Aaj kuch ghabraaye se lagte ho,
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- DOSTI - kaho to sirf 2 lafz
Jub koi khayal dil say takrata hay, Dil na chah ker bhi khamosh reh jata hay, Koi sub keh ker pyar jatata hay, To, Koi kuch na keh ker bhi pyar nibhata hay
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Yahi to khubsurt dosti ka nata hai jo bina kisi shart ke jiya jata hai, rahe duriya darmya to parwa nahi, dost to harpal DIL me basaya jata hai.
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
kuch log tot kar chahtay hain, kuch log chah kar toot jatay hain, hamain tum se mohabbat hai kitni, aao aaj tumhein yeh batatay hain, suna hay pyar mein mushkil nahi kuch bhee, chalo samandar mein aag lagar kar azmatay hain.
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Kuch Dil Ki Lagi Tum Chero, Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen.. Kuch Pyar Ki Baatein Tum Karo, Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen. .Kuch Nazar Ka Ishara Tum Karo, Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen.. Kuch Jan KI Baazi Tum Lagao, Kuch Jan Sey Jana Hum Sikhayen.. Kuch Thora sa Hans K Tum Dakho, Kuch Muskurana Hum […]
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Dosti Ka Dawa Krne Wale Kuch Aise Log Bhi Hein Wasi… Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad….
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai pehle dil phir zindagi se jud jate hai kehte hain uss daur ko dosti jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Tanha tha is duniya ki bheer main Socha koi nahin mery taqdeer main Aik din aap ne dosti ka hath barhaya To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
Pee hay sharab her gali her may khanay say, Aik dosti si ho gayai hay sharab k jaam say, Guzray hain hum kuch aisay muqam say k, Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH hay in khayalon main... woh ghair hoke bhi kitne apne hain...
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Aaj kuch ghabraaye se lagte ho, Thand se kuch kap-kapaaye se lagte ho, Nikhar kar aayi hai soorat aapki, BAHUT DINO KE BAAD NAHAAYE SE LAGTE HO..
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat ka siwa kuch bhi nahi ‚ Khnchti‚ ha‚ appni‚ taraf‚ gulshan‚ ki‚ rang- o- bu Kashish phoolon ma khushboo ka siwa kuch bhi […]
Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
DOSTI -Kaho to do lafz, -Mano to bandgi, -Socho to gehra sagar, -Dubo to zindagi, -Karo to aasan, -Nibhao to muskil, -Bikhre to sara zamana, -Simte to Sirf Aap.