You are here: SMS4Smile » Friendship SMS » Dosti ghazal hey gungunanay k liye
Dosti ghazal hey gungunanay k liye
Dosti ghazal hey gungunanay k liye,
Dosti naghma hay sunanay k liye,
Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin,
Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Related SMS
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Tujh per ghazal keh doon
- dosti ko dil say nibhaya
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Dosti is something that no1 can hate
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Yaadon ki barsaat liye
- Hoti Nahi Dosti
- Dosti ka asar zara dair say hota hay
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal
- A Ghazal by Husband
- Ghazal hotii hai
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- CHE TAABYA STA DA (Pashto Ghazal)
- Khaali jaam liye baithe ho
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Bus 2 din k liye
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai bay ghar use ek ghar Chahiye, Bas yun hi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI humain UMARBHAR Chahiye...!!
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Tairi jheel si gehri aankhon ko jo neel-e-kanwal keh doon, Duniya jal jayai gi, jo tujh per ghazal keh doon...
Khuda nay dost ko dost say milaya. Doston k liye dosti ka rishta banaya. Par khuda nay farmaya, dosti rahegi uski kayam jisne dosti ko dil say nibhaya.
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Jab koi khayal dil se takrata hai, Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai, Koi sab kuch keh ker dosti jatata hai, To koi kuch na keh k DOSTI NIBHATA HAI.
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz "I LOVE YOU"
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar zara dair say hota hay, Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai […]
Pane se khone ka maza aur hai, Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai, Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal, Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai.
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai, Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai, Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai, Roz leti he talashi wo police ki manind, Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai, Wahi […]
Rooh jab wajad me aaye to gazal hotii hai ya koi dil ko dukhaaye to gazal hotii hai bheegti raat me jab gham ki fizaaon ka sukoot dil me ik hashar uthaaye to gazal hotii hai ishq ki aatish-e-khaamosh jab chupay chupkay aag seenay me lagaaye to gazal hotii hai kabi mehfil me kabi goshaa-e-tanhai […]
Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai woh chand ka ek tukda hai hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai chand uus ka ek tukda hai
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Che taabya sta da Didaar kram, Nor sa na krama zaan Khwar kram. Tor orbal de pa maa khor kra, Che de zulfy tar pa Tar kram. Krama khkul che de sre shundy, Da Raqeeb pa zra Guzaar kram, Pa dunya me hes kaar neshta, Za da eshq kaaro Baar kram. Pukhla khpla sha Janana, […]
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil […]
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Hum na rahe'n bhi tou humari yaadai'n wafa karengi tum se Ye na samajhna k tumhai'n chaha bas 2 din k liye...