You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Bus 2 din k liye
Bus 2 din k liye
Hum na rahe'n bhi tou humari yaadai'n wafa karengi tum se
Ye na samajhna k tumhai'n chaha bas 2 din k liye...
Related SMS
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Kia hum kum hain rooshni k liye
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Dosti ghazal hey gungunanay k liye
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Yaadon ki barsaat liye
- Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
- Lamha lamha intezar kiya us lamhe k liye
- Chup raho Khuda key liye
- Hum se log hain naraz kis liye
- Is liye farz tha aap ko batana
- Maray liye tu app hi sab se khas hain
- Main hamesha aap k liye eik ehsas hon
- Wo tere liye KHAS kyun hai
- Zaruri to nahi jine k liye sahara ho
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Khaali jaam liye baithe ho
- Mujhse milne k liye tu bhi beqarar
- Mere alfazon ko juth mat samajhna,
- Aap k ho ker bhi aap sey door rahey
- Hazar rahen mud ke dekhien
- chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath
- Sirf mera rahay!
- Aaj hum kal humari baatain hongien,
- Wafa dil ko dukahati hai.
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Jisne humko chaha, use hum chah na sakey
- Mutalba humara
- Na ho aapki muskan kam
- Kisi or ko daikh k muskura na sakay
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Hum jaise dost hotay nahin sab k liye, Yeh tohfa hai kisi kisi k liye. Kion jala rakha hai shamma bujha dijiye Kia hum kum hain rooshni k liye
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay sunanay k liye, Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin, Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz "I LOVE YOU"
Ab Agar Aao To Jaane ke Liye Mat Aana Sirf Ahsaan Jataane ke Liye Mat Mana Maine Palkon Pe Tamannaen Saja Rakhi Hain Dil Par Umeed ki 100 Rasmen Jala Rakhi Hain Ye Hanseen Shamen Bujhaane ke Liye Mat Aana Pyar ki Aag Main Zanjeer Pighal Sakti Hai Chahne Walon ki Takdeer Badal Sakti Hai […]
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hai!!!!
Lamha lamha intzar kiya us lamhe k liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhay k liye, guzarish yehi hai khuda se k kash woh lamha phir aye 1 lamhe k liye.
Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.
Dil se teri yad ko juda to nahi kia, Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia, Hum se log hain naraz kis liye, Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia
Haqiqat samjho ya afsana, Apna samjho ya baigana, Hamara aapka rishta he purana, Is liye farz tha aap ko batana, kay garmiyan aa gayi hain, Ab shuru ker do roz nahana! jao nahao (,?. *,?.)
Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend.
Udaas na hona kion k main sath hon, Samnay na sahi per aas paas hoon, Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Main hamesha aap k liye eik ehsas hon,
Aaj phir doston ne mujhse pocha K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai? Barsti aankhonn mein piyas kyun hai? Jinki nazro mein tu kuch nahi Wo tere liye itna KHAS kyun hai
Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hain who humara ho, Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil […]
Koi wada nahi phir bhi tera intazar hai, judai ke bawajood bhi tujse pyar hai, tere chahere ki udasi day rahi hai gawahi, mujse milne ke lia tu bhi beqarar..
Mere alfazon ko juth mat samajhna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par, mar jau toh bewafa mat samajhna
Tamaam umer zindagi sey door rahey, Apki khushi k liye apni khushi se door rahe. Ab is say barh ker wafa ki saza kya hogi, k aap k ho ker bhi aap sey door rahey...!!!
Hazar rahen mud ke dekhien, Kahien se koi sada na ayie Badi wafa se nibhayie tum ne, Humari thodisi Bewafaie Jahan se tum mod mud gaye the, ye mod ab bhi yahie pade hain Hum apne pairon me jane kitne, Bhanwar lapete huwe khade hain Kahien kisi roz yun bhi hoga, humari halat tumhari hogi […]
chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath
Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte rahen tere charo taraf, Tere hr simt khushbu ka daira rahe, Zindgi me teri sham aye nai, Ek chamakta damakta sawera rahe, Tu mere sang ho ye zarori nai Bs, Tu jahn b rahe sirf mera rahe,,"
Aaj hum kal humari baatain hongien, Jab hum naa hougay tab humari baatain hongien, Jab kabhi palto gay zindagi k panno ko, To aap ki in aankhon me barsaatain hongi.
Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Jisne humko chaha, use hum chah na sakey, Jisko chaha, usay hum paa na sakey, Yeh samajh lo dil tutney ka khel hai, Kisi ka toda aur apna bacha na sake.
mutalba humara un sy kuch bhi zyda nahi murta to hai hum py woh aur khabi jutata nahi hum ny kub chaha jee jan sy woh chahy humein bhi per woh to itna zalim hai dykh k bhi muskrata nahi kerta to hai roshniyaon ki barish ka wada akser filhaal to andhyry mein hath bhi […]
Mil jaati hai kitno ko khushi, Mit jaate hai kitno ke gham, SMS is liye bhej rahe hai hum, Takay door rah kar bhi na ho aapki muskan kam.
Bohat chaha magar unhain bhula na sakay, Khalaon main kisi aur ko laa na sakay, Usko daikh k ansu to poch liye, Par kisi or ko daikh k muskura na sakay