You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
Wants to be with this person for life, to lose himself in those eyes, to die loving them.
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai
Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai
Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hai!!!!
Related SMS
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Sath chalne ke liye sathi chahiye
- Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Tu qasam say umer bhar muskurao gay
- Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
- Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
- Samandar Bhar Syllabus Hota Hai
- Har Ladki ko tera intezaar hai
- Abhi sath hai to bat kar lia karo
- Log ishq kartay hain baray shor kay sath
- Neend mujhey raat bhar aati hai kam
- Dil ghulam hai tera
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath
- Pyar to pal bhar main ho jaata hay
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- isi liye main usay le ja raha hon
- Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Balti bhar roh-e-afza
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- SMILE tu sab k liye hoti hai
- Jaise taron ke sath aakash hai
- Muhabat Karo Ibadat K Sath
- Mansoob thay jo loog meri zindagi k saath
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
- Bandhan umar bhar nibhane ka
- Maut se pehle hamara sath na chor paoge
- Zindagi aik gift hay
- Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
A declaration that one person has become more precious than life itself — every friendship and bond worth less than their love. Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, Jaan ke liye kar doon kurban yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari.
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Yun ainon say kab tak dil behlao gay, Jab andhera hoga khud ko tanha paogay, Hum jesa koi dost rahey agar tumhare sath, Tu qasam say umer bhar muskurao gay..
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,, ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,, mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,, rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,, ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein "FRAAZ" yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
Student lament about an ocean of syllabus, a river of studying, and ending up with barely a handful of marks. Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate Hein Balti Barh Yad Rehta Hai Chuloo Bhar Number Ate Hein Jis Mein Hum Doob Jatey Hain
Funny Rakhi SMS revealing that all those girls waiting eagerly for the reader are not admirers — they want to tie a rakhi thread. Har Ladki tere liye bekarar hai, Har Ladki ko tera intezaar hai, Ye tera koi kamaal nahi, Kuch din baad “RAKSHA BANDHAN” ka tyohar hai!
Sanson ka pinjara kisi din toot jayega, Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo, Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega
Log ishq kartay hain baray shor kay sath, Humne bhi kia bare zor kay sath, Lakin ab karain gay thoray ghor kay sath, Kyunke kal usay dekha kisi aur kay sath.
Neend mujhey raat bhar aati hai kam , Shayad macharon ko bi mil gaya hai sanam
tere siva nahi jachta koi nigahoon mai jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai nazar kaneez teri, dil ghulaam hai tera likha hua mere chehre pe naam hai tera.
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
chaha hai is ko rooh ki gehraiyoon ke sath zinda hoon apni zaat ki tanhaiyon ke sath, roka nahi tha us ko becharne ke waqat bhi apni wafa peh naaz tha sachiyon ke sath
Kisi ko apna bananay main dair lagti hay, Aik wada nibhanay main dair lagti hay, Pyar to pal bhar main ho jaata hay, Magar usay bhulanay main dai lagti hay....
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
A father-and-boyfriend exchange where dad objects to his daughter spending her life with a donkey — and the boyfriend's reply lands the twist. Girl's father: "main nahin chahta k meri beti apni pori zindagi ek ghaday k sath guzaray" Boyfriend:"Bus, isi liye main usay yahan se le janey aaya hon."
Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
A short punchline about Pappu's legendary thirst being taken too literally by someone with a very large container of Rooh Afza. Bus itna he kaha tha k Barson k Piyasay hain PaPpU, Balti bhar k us zalim ne ROH'AFZA bana diya...
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
Roman Urdu SMS on the difference between smiles, which are shared with everyone, and tears, which are kept for those we cannot lose. kabhi kabhi ansu muskurahat se ziyadah special hote hain is liye k SMILE tu sab k liye hoti hai Magar ansu sirf un k liye hote hain jin ko hum Khona nahin […]
Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.
Four lines of sincerely written advice about love, friendship, and honesty — followed by a direct order to reply properly. Muhabat Karo Ibadat K Sath Piar Karoo Sachai K Sath Dosty Karo Dianat K Sath SMS Parh Lia??? Chalu Ab Reply Karoo Sharafat K Sath
Mansob thay jo log meri zindagi k sath Akser woh milay bari bayrukhi k sath Fursat milay tou apna graiban bhi daikh lay Aey dost youn na khail meri bay basi k sath Chehray badal badal k mujhey mil rahay hain log Itna Bura salook meri saadgi k saath.
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
A poetic Roman Urdu portrait of friendship as a lifelong breath — the secret behind every smile and the bond that outlasts everything else. Dosti naam hy sukh Dukh ki kahani ka Dosti raaz hy sada Muskurane ka Ye pal do pal ki Pehchaan nahi Dosti tou bandhan hay Umar bhar nibhane ka
Kia kahon tumhain? khuwab kahon to bikhar jaoge! dil kahon to toot jaoge! Lo, tumhara naam zindagi rakh deti hon..! Maut se pehle hamara sath na chor paoge...!!
Roman Urdu SMS working through seven faces of life — gift, feeling, friendship, pain, reunion, separation, tear — and landing on the instruction: live it. Zindagi aik gift hay [QABOOL KIJYE] Zindagi ek ehsaas hai[MEHSOOS KIJYE] Zindagi ek dosti hai{dosti dijiye} Zindagi ek dard hai{BANT LIJYE} Zindagi ek MILAN hai {MUSKURA LIJIYE} Zindagi ek Judai […]
A ghazal about life as a prison — the only cure is your love, and even forgetting you feels like just another truth. Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat […]