You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Bandhan umar bhar nibhane ka
Bandhan umar bhar nibhane ka
Dosti naam hy sukh
Dukh ki kahani ka
Dosti raaz hy sada
Muskurane ka
Ye pal do pal ki
Pehchaan nahi
Dosti tou bandhan hay
Umar bhar nibhane ka
Related SMS
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
- Samandar Bhar Syllabus Hota Hai
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Happy Raksha Bandhan to you
- Near of far wherever u r - Happy Raksha Bandhan
- Happy Raksha Bandhan
- Meri umar beet jaye
- Khuli aankhon se sari umar dehka
- Loads of good wishes for Raksha Bandhan
- Happy Raksha Bandhan to you
- Sari umar ankhon main ik sapna yad raha
- Balti bhar roh-e-afza
- Neend mujhey raat bhar aati hai kam
- Tu qasam say umer bhar muskurao gay
- Pyar to pal bhar main ho jaata hay
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
- Dosti mausam nahi
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Hamary is SMS ka jawab kia do gay
- Dillagi dosto ke naam hoti hai
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Kya khabar tum ko dosti kya hai
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Qaraar Cheen Leya..
- Mujhe muskurane ki dua na do
- Ghazab ki thi...
- Kuch door hamare saath chalo
- Ashkon ka sabab tanhai
- Kis ki thi ?
- Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat
- Yaad ban kar tumhe rulate rahenge
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hai!!!!
Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate Hein Balti Barh Yad Rehta Hai Chuloo Bhar Number Ate Hein Jis Mein Hum Doob Jatey Hain
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
My Dear Brother is one of the most precious gift sent by God. Happy Raksha Bandhan to you.
Near of far wherever u r, My best wishes r with U, Tum jiyo hazaron saal, May success & joy be yours everyday, Yehi hai meri wish dil se! Happy Raksha Bandhan
Rasmalaai? Nope! Gulab jaman? Nah! Let me c.. How bout jalebi? Hmm... Nope! Damn! Still cant find anything as sweet as U. Happy Raksha Bandhan
Girl:aisa khat likh sajna, meri umar beet jaye parhtay parhtay. Boy: (i=0oi>xE'I1i+: e_y#a#>#"e!%; =*?#@?w@'e*, e(P+>i*
Khuli aankhon se sari umar dehka, Ek aisa khowab jo apna nahin tha, aaj tak woh shahks dil mein haiiiii, K jo us waqt bhi mera nahin tha...
Sky is blue, feel this hue, my love is for you Bhaiya...always true. Loads of good wishes for Raksha Bandhan
My Dear Brother is one of the most precious gift sent by God. Happy Raksha Bandhan to my dear brother.
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.
Bus itna he kaha tha k Barson k Piyasay hain PaPpU, Balti bhar k us zalim ne ROH'AFZA bana diya...
Neend mujhey raat bhar aati hai kam , Shayad macharon ko bi mil gaya hai sanam
Yun ainon say kab tak dil behlao gay, Jab andhera hoga khud ko tanha paogay, Hum jesa koi dost rahey agar tumhare sath, Tu qasam say umer bhar muskurao gay..
Kisi ko apna bananay main dair lagti hay, Aik wada nibhanay main dair lagti hay, Pyar to pal bhar main ho jaata hay, Magar usay bhulanay main dai lagti hay....
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Rabb kare tu sada hasdi rahe, koi dukh tere nere vi na aave, hor ki dua manga rabb to, tenu sadi vi umar lag jaave!!! Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
Dosti mausam nahi, apni mudat pori kare aur rukhsat ho jaye. dosti sawan nahi, toot k barse aur tham jaye. dosti aag nahi sulge bharke aur rakh ho jaye. dosti aftab nahi chamke aur dob jaye, dosti phool nahi khile aur murjha jay. dosti to saans hai jo chale to sab kuch hai, jo toot […]
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Kaanto k badlay Phool kia do ge, Aansoon k badlay Khushi kia do ge, Hum chahtay hain aap se umar bhar ki dosti Hamary is SMS ka jawab kia do gay...?
Dillagi dosto ke naam hoti hai Dilldari dosto ki shaan hoti hai Kahi bhi raho par rahoge dil me mere Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon […]
Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Qarar cheen lia beqarar chorr gaye Bhar legaye yad-e-bhar chorr gaye Hmari chasm-e-khazeen ka khyal kuch na kia Wo umar bhar k liay ashak baar chorr gaye Jisay samajtay thay apna wo itni mudat se Usi ko aaj wo begana waar chorr gaye
Mujhe dard-e-dil ki intehaa maloom hai, Mujhe dard-e-ishq ki saza maloom hai, Mujhe muskurane ki dua na do‚¦ Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom hai.
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi, Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi, Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka, Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi, Kya kya na shaam i meri umar main magar, Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi, Dekhi hay main ne shaher main charti […]
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Har RAAT Gham-e-Tanhaai, Har SHAAM teri yaad aai, Laakh tujhey bhulana chaha, Us se barrh kar teri YAAD aai., Tuj se koi UMEED bhi wabasta nahi, Iss DUKH se meri Aankh Bhar aai, Logon ne poocha ASHKON ka sabab? Bus Mujhe kehna para...!! "TANHAAI"
Zakhm_e_Tanhai Mein Khushbo_e_HinA Kis Ki Thi Saaya Deevar Per Mera Tha, Sada Kis Ki Thi Os ki Raftaar Say Lipti Raheen Ankhein Meri Os Ne Murr Kar Bhi Na Dekha k Wafa Kis Ki Thi Ansuon Say He Bhar Gaya Daaman Mera Haath To Main Ne Uthaaya Tha, Dua Kis Ki Thi Meri Aahon Ki […]
Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat, Woh shakhs k jis ko mera hona bhi nahi hai. Ye Ishq-e-Mohabbat ki Riwayat bhi Ajeeb hai, Pana bhi nahi hai Usey Or khoona bhi nahi hai
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge.