You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Meri umar beet jaye
Meri umar beet jaye
Girl:aisa khat likh sajna,
meri umar beet jaye parhtay parhtay.
Boy: (i=0oi>xE'I1i+:
Na waqt itna k sallybus pura kia jaye Na tarkeeb koi k exam pass kia jaye Na jane kon sa dard dia hy is parhai ne Na roya jaye aur na soya jaye
Khuli aankhon se sari umar dehka, Ek aisa khowab jo apna nahin tha, aaj tak woh shahks dil mein haiiiii, K jo us waqt bhi mera nahin tha...
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.
Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin […]
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye k hum jise yaad karain usey khabar ho jaye rab se yahi dua hai meri k aap jise chahain woh aap ka humsafar ho jaye
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Dosti naam hy sukh Dukh ki kahani ka Dosti raaz hy sada Muskurane ka Ye pal do pal ki Pehchaan nahi Dosti tou bandhan hay Umar bhar nibhane ka
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary […]
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.
Is se pehle k EID ki shaam ho jaye, Mera SMS auron ki tarha aam ho jaye, Sare mob network jaam ho jayen Aur EID wish kerna aam ho jaye... "EID Mubarak"
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Tu he mil jaye mujhe ye he kaafi hai, Meri har saans ne ye hi dua maangi hai, Jaany kyon Dil khincha jata hai Teri taraf, Kya tu ne bhi mujhe paany ki DUA maangi hai?
Najanay kyun magar mera ye dil chahta hai, Wafa ko aag lag jaye, mohabbat bhaar men jaye!
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko EID MUBARAK
Jaam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye, zindagi main dard hai magar itna nahi k jia na jaye, sms kerny per paisay lagtay hain magar itney nahi kay kia na jaye;)
Quran parho to dil khil jaye, Namaz parho to chehra roshan hojaye, Kitni dilkash hai Rasul-e-Khuda ki Sunnatain, Amal karo to zindagi sanwar jaye
Wife : Tum tou chahty ho k main mar jaon aur meri tamam cheezai'n tumhari ho jaye'n ... Husband : Meri kismat ZARDARI jesi kahan???
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
Aarz hai "Alladin ke paas tha ek jadui jin, dil nahi lagta hamara aapke bin, Stainless Steel me hota hai 0.2% tin, khuda kare mast jaye apka aaj ka din. Good Mornin.!
Muskaan tere hothon se kahin jaye na, Aansu teri palkon pe kabhi aaye na, Poora ho tera har khwab aur jo poora na ho Woh khawab kabhi aaye na
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Meri dua hai tum naik seerat ho Tera dil teri tarhan khoobsurat ho, Mil jaye har cheez tujhay dua say pehlay khud dua ko tere hathoon ki zaroorat ho
Mujhay apne zabt pe naaz tha,sar-e-bazm raat yeh kia huwa Meri ankh kaise chalak gai, mujhay gham hay yeh bura hua Meri zindagi ke cheragh ka, ye mezaj kuch naya nahin Abhi roshni abhi teergi, na jala hua na bujha hua Mujhay jo bhi dushman -e-jaan mila, woh pukhta kaar jafa mila Na kisi ki […]
Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar. Yaado ke toofa uthayega aksar. Zikar mera karne se pehle. tu Kuch soch ke muskrayega aksar. Mera Naam likh kar Kitabo main apni. tu Logon ke dar se Mitayega Aksar. Baatein Meri yaad ayengi itni. Jitna tu unhain Bhulayega Aksar.
anso tumare niklein ankhein meri hon, dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K naukri tum karo salary meri ho.
Anso tumare niklein ankhein meri hon, Anso tumare niklein ankhein meri hon, Dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K nokri tum karo salary meri ho
Meri taqdeer se pooch meri qismat ka faisla. Meri muskurahat pe na ja mere dard ko talaash ker Meri aankhon se pooch mere intizaar ki inteha. Mere itminaan pe na ja mere sabr ko talaash ker Mere pyar se pooch mere pyar ka aalam. Meri soorat pe na ja meri seerat ko talaash ker
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa, Hay meray liye saya-e-dewar meri maa, Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tuk, Bus piyar hay han piyar hay bus piyar meri maan...
Pehle woh meri girlfrnd thi, Mein bolta tha wo sunti thi, Phir woh meri mangetr bani, Woh bolti thi mein sunta tha Jab se woh meri BIWI bani, Hum dono bolte hain or muhalla sutna hai
Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Meri chahat ka hisab jo lagao gay, To meri chahat ko bayhisab pao gay, Meri chahat hay pani k bulbulay jesi, Zara sa thukrao gy to dhondtay reh jao ge,
Mujhy bekhudi ki hai arzoo Mujhe qurbaton ka kumar dey Mery ang ang mei youn uter K mujhi mein khud ko utar de Tu jo rug rug mein bus gea Tu hai dorion ka jawaz kiya Meri zindgi mery pass aa Meri bekhudi ko qarar de Hai nazar nazar teri joostaju Tu meri wafa ki […]
e_y#a#>#"e!%;
=*?#@?w@'e*,
e(P+>i*Related SMS