Jab meri dua qubul hoti hai

A Roman Urdu reflection on dua: happy when answered, even happier when not — because both outcomes are Allah's will.

Jab meri dua qubul hoti hai
to mai khush hota hu k is me meri RAZA hai,

or jab meri dua qubul nahi hoti
tab me aur ziyada khush hota hu
k is mai ALLAH rabbul izzat ki raza hai.