You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi April Fools SMS » Itna Daraowna khuwab?
Itna Daraowna khuwab?
A chain of romantic images — heart, pain, dream, face — that ends in horror when the face in the dream turns out to be yours.
Sine me dil,
Dil me dard,
Dard me yaqin,
Yaqin me khyal,
Khayal me khwab,
Khuwab me tasvir
Tasvir me sirf ap!
Itna Darawna khuwab?
Baap re Baap
Related SMS
- Jo meri aankhon se Khuwab dekho
- Jagti aankho me ek khuwab aaya,
- Aankhain Khuwab Dekhti Hain
- Paya tha jisay khuwab mein
- Muhabbat khuwab hoti hay....
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- 1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum.
- Kal mere khuwab me 1 larki aye thi
- "D" se itna bhi dil na lagana
- Jam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye,
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Na neend ayai na khuwab koi
- Sehmi Sehmi nigahon mein khuwab hum saja denge
- Wo khuwab tha bikhar gaya
- Doorian bahut hai par itna smajh lo.
- Itna hi kehna hay tum say, mumkin ho to aa jaana
- Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye
- Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do
- Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do
- Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna
- Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare
- Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
- Itna khubsurat kaise muskura lete ho
- Baby itna hi acha tha to kha kion gayai
- Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Karti hain itna makeup k weight barh jata hay
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- So please keep active my Heart
- Par madari rouz na laye to kya karun.
- Bas ek hi khayal aata hai
Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay' K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain […]
Jagti aankho me ek khuwab aaya, koi humdard hai mera yeh khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay kay guzer janay ka Khuab kay hasil […]
A romantic Roman Urdu good morning about waking from dreams still full of longing, eyes opening to yearning rather than rest. >G |'""/"""| >– | –R‘I‘G >– |__|'v'|__| >D Aankhen KhuLi to Jaag Uthi Hasraten "TAMAM" Usko Bhi KHO Diya, Jisay Paaya tha KHUWAB me..!!
Roman Urdu ghazal exploring love through shifting images — dream, secret, blooming flower, dusty road — both restless and strangely at peace. Mohabat khawab hoti hai, Mohabat baat hoti hai, Ager koi pooch bethey to mohabat raaz hoti hai, Machalti hui umangon ka sohana saath hoti hai, Ager koi dhondna chahy to mohabat nayab hoti […]
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
A Roman Urdu poem that starts romantic and ends with a request for housework. Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, Ik benam si mohabbat mere naam kerdo, Ik subha ko milo aur shaam kerdo, Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo,
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum . Dosti me parnay wali har zaroorat ho tum. Jisko rooz itne SMS karnepade, woh musibat ho tum.
Husband excitedly tells wife about the girl in his dream; wife calmly says she knew — because his wife's husband was in her dream. Husband: Kal mere khawab main ek larki aye thi. Wah! Kia Larki thee! Wife: Akeli ayee hogi? Husband: Tum ko kese pata? Wife: Uska Husband mere khawab main aya tha!
Roman Urdu SMS playing with the letter D for dosti, dil, dillagi, and dard, then warning not to let attachment prevent a text. D se dosti, D se dil, D se dillagi D se dard. per D se itna bhi Dil na lagana k S se sms aur C se call bhi na kar sako! […]
Roman Urdu SMS on having just enough: enough wine to drink, enough pain to live through, enough money to keep the texts coming. Jaam kerwa hai magar itna nahi k pia na jaye, zindagi main dard hai magar itna nahi k jia na jaye, sms kerny per paisay lagtay hain magar itney nahi kay kia […]
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Spent the whole night in your thoughts — no sleep, no dreams, just you. Bohat khushnuma kal ki raat guzri hai, Kuch tanha, per kuch khaas guzri hai, Na neend ayai na khuwab koi, Bus aap hi k khayalon k saath guzri hai,
Sehmi Sehmi nigahon mein khuwab hum saja denge, Suni suni rahon pe phool hum khila denge, Aap hamare sung muskura kar to dekho, Aap ka har ghum bhula denge.
Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan kisi se kyaa bichar gaye k jaise kuchh bachaa nahin wo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin qadam qadam safar mein ab koii bhii lab […]
Dooriyan bohat hain per itna samajh lo, Paas reh ker hi koi rishta khaas nahin hota, Tum dil k paas itnay ho k, Dooriyoon ka ehsas nahin hota.
baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk kheinch rahi hai teri ulfat, aaj mujhey maikhanay tuk ishq ki batain ghum ki batain, dunya walay kertay hain kis nay shama ka dukh dekha, kaun gaya parwanay tuk ishq nahin hay tum ko mujh say, sirf bahanay kerti ho yun hi bahanay qayam rakhna, tum […]
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye k hum jise yaad karain usey khabar ho jaye rab se yahi dua hai meri k aap jise chahain woh aap ka humsafar ho jaye
A playful request: just look stunning when you step outside — you'll stun the whole neighborhood and that's enough. Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do, 1 bay naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do, Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar […]
Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do, 1 bay naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do, Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do
Tells the proud moon not to be so full of itself — it's just a shadow of the one he loves. Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki, Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna, Tu to sirf "PARCHAI" hai mere "YAAR" ki...
Never asked for much — just think of me sometimes in the morning, sometimes at night. Mene kab chaha k wo zindagee mere name kare, Bas mujhe chahe itna sa mera kam kare, Har roz kuch lamhe mujhe socha kare, Kab kaha meri yaad me subha sham kare
Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, ik benam si mohabbat mere nam ker do, ik subha ko milo aur shaam ker do, Aur sham tak mere ghar ka sara kaam ker do:p
Flattery folded inside a light insult: your smile is dangerous, your blush lethal — were you always this trouble or did someone teach you? Itna khubsurat kaise muskura lete ho.Itna qatil kaise sharma lete ho.Kitni aasani se Jaan le lete ho.Kisi ne sikhaya hai ya bachpan se hi kaminay ho ?
A child asks his pregnant mother what's inside her belly — then wonders why she ate it if the baby was so nice. Ek chotta baccha apni pregnant mummy se puchta hai: isme kya hai. Mummy: isme ek chota baby hai. baccha: agar baby itna hi acha tha to kha kyun gayi.
Na chaho kisi ko itna k chahat aap ki majbori ban jayai, Chaho kisi ko itna k aap ka pyar us k liyay zarori ban jayai..!
A Roman Urdu love message swearing every moment to one person. For when Urdu says what English cannot quite manage. Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
Bachiyon k chakker me larke jate lutt, Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt... iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain, Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain.. Na kare makeup to un se banda dar jata hay, Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
A romantic SMS that turns a heartbeat into a phone metaphor — sweet and silly. Ur sms is electrical activity of my Heart...! Ur miss call is beat of my Heart...! Ur call is blood circulation of my heart...! So please keep my active Heart...!
A romantic-sounding yearning SMS that ends by comparing the sender's longing to a snake charmer waiting for his monkey to perform. Dil se tera khayal na jaye to kya karun, Tu hi bata tu yaad aaye to kya karun, Hasrat yehi hai k ek nazar dekh lun tujhe, Par madari rouz na laye to kya […]
A dramatic, drawn-out buildup to one obsessive recurring thought — which turns out to be wondering what soap the recipient uses. Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai . . . . reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai.... woh kambakht na jane kaunse sabun […]