jub naraz hoti ho

An Urdu verse for the one whose mood changes your whole day. Send when being ignored by them genuinely hurts more than you want to admit.

k jub naraz hoti ho,
meri jaan tum kbhi mujhsy....

main hansna bhool jata hun !
mujhy aansu nhi aaty ,

magr..!!!!

aankhon k goshon main nammi mehsoos hoti hai,
mujhy hr cheez main jana kami mehsoos hoti hai...!!