Thappar Maarnay par NaraZ Wife

Thappar Maarnay par NaraZ Wife
se Husband bola:
"Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai."

Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur
Boli "Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti"