You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Cool/Decent SMS » Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Related SMS
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge,
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Pyar ka har farz ada kiya hum nay
- Wo mud mud k Hame dekh rhe the
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte
- Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
- KOI KIYA JANAY
- Pehlay KISS karo, phir palang per litao
- Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Auro ko to kya humko bhi tabah kiya
- Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Pyar se tab tak pyar na karo
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- Aansu ko palko tak laya mat karo,
- Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana.
- Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga Rootho Gi To Manaoun Ga Ro Gi To Hasaoun Ga Dost Hoon Mein Tumhara Saaya Nahin Jo Andhere Mein Saath Chor Jaoun Ga
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge, In tanhayon me saath hame hi paoge, Door hain tum say to kya huwa, In dooriyon me sabse kareeb hame hi paoge.
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Teri berukhi ko bhi rutba diya hum nay. Pyar ka har farz ada kiya hum nay. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhey. Aaj bhi khud se pehle tujhey yaad kiya hum nay.
Wo mud mud k Hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Wo mud mud k hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Kyoki exam me na unhe kuch ata tha aur na hame...
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte chocolate kiya toffee bhi diya nahi kerte. ye dosti sirf aap say werna msg kiya hum miss call bhi kisi ko diya nahi kertay...
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko, DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo, Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal, Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal, Happy New year 2014.
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi. Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey, Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat […]
Pehle KISS karo, phir PALANG per leta do, phir CHADDI utar do, phir NICHE haath lagao, . . . . Aur check karo k BABY ne SU SU to nahi kiya na
Itni dosti naa karo k bigar jayain hum. thora danta bhi karo k sudhar jayain hum. ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa, magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.
Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, Auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, Auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya.
Socha kisi apne se baat karun, Apne kisi khaas ko yaad karun, Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka, Dil ne kaha kyun na aapseshuruwat karun. *EID MUBARAK*
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Aansu ko palko tak laya mat karo, Dil ki baat kisi ko bataya mat karo, Log muthi mein namak liye phirte hai, apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Khana Pina Rang Udana Is Rang Ki Dhundh me hame na bhulana. Geet Gao Khoshiya manao Bolo mithi boli hamari tarafse Aapako HAPPY HOLI..
hum kabhi tum say khafa ho nahi sakte dosti k rishty kabhi bewafa ho nahi sakty tum bayshak hum ko bhula ker soo jao hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte! Good Night (S)