You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Kiya ap kay sir per seengh hain?
Kiya ap kay sir per seengh hain?
A trick question SMS that slowly coaxes you into checking your own head for horns, then delivers the punchline about donkeys.
Kiya ap kay sir per seengh hain?
no r u sure?
plz check again.
no?
ok no problem waqie Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p
Related SMS
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- KOI KIYA JANAY
- Pyar ka har farz ada kiya hum nay
- Auro ko to kya humko bhi tabah kiya
- yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
- Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- 1000 ka note dun to kiya karega?
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya
- Airport per kharey hain 10 jahaz
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Zubaan se naam lete hain
- Lamha lamha intezar kiya us lamhe k liye
- Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Intezar to sab kartay hain
- A or T ka kiya rishta howa ?
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat […]
Teri berukhi ko bhi rutba diya hum nay. Pyar ka har farz ada kiya hum nay. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhey. Aaj bhi khud se pehle tujhey yaad kiya hum nay.
Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, Auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, Auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya.
This friendship is presented as exceptional evidence — the sender doesn't help, share, or even miss-call anyone, yet makes an exception here. yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte chocolate kiya toffee bhi diya nahi kerte. ye dosti sirf aap say werna msg kiya hum miss call bhi kisi ko diya nahi kertay...
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Missing someone while you're apart — praying for them, then sending an SMS when their memory sneaks up on you. Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
A Roman Urdu poem about pursuing a girl that ends with fear of the father. Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye […]
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
A miser saved a life today: asked a beggar what he'd do with a thousand rupees, heard 'die of joy,' and wisely kept his wallet shut. 1 kanjoos dosray say: Aaj main ney ek jaan bachai. Wo aise bachai k Faqeer sai pocha: 1000 ka note dun to kiya karega? Wo bola, Khushi se mar […]
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi, Ada'ain dikha kar sitam dhaa rahi ho, Wafaaon ka khoob sila diya, Ab tadapta hua chor kar jaa rahi ho.
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
An Eid message for someone you always think of first. Of all the people to reach out to, you chose to start here. Socha kisi apne se baat karun, Apne kisi khaas ko yaad karun, Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka, Dil ne kaha kyun na aapseshuruwat karun. *EID MUBARAK*
A backhanded compliment: God spent extra time creating you, which — as the punchline reveals — is exactly what happens with pointless things. Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Others love flowers but flowers ruined this person — so now they love thorns, because at least thorns never pretended. Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
A clever wordplay SMS spinning 'kiss' in both Urdu and English — someone has been missing every right moment in every gathering. Kiss kiss ne kiss kissko kiss kiss mehfil mein KISS kiya Ek aap hein ki jo har KISS ko miss kiya Ek hum hein jo har miss ko KISS kiya
A mock couplet in the style of classical Urdu shayari — ten planes on the tarmac, and one of them has Faraz in the cockpit. Arz kiya hai Airport per kharey hain 10 jahaz . . . . Airport per kharey hain 10 jahaz jin may sey aik ka pilot hai Faraz :D:P
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Zubaan se naam lete hain, Aankhon se aansu chalak jaate hain. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Lamha lamha intzar kiya us lamhe k liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhay k liye, guzarish yehi hai khuda se k kash woh lamha phir aye 1 lamhe k liye.
~Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain.. . ~Kiya Zarorat Ha Humein Aazmane Ki. .. ~Yaad Na Kro To Koi Gham Nahi.. ~Par Khawahish Na Karna Kabhi Bhool Jane Ki.. .. .!
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.
Jo hud say na guzar jaye wo pyar hi kiya Jo pyar karnay pay majboor na kar day wo iqrar hi kia, Intezar to sab kartay hain, saansain tootnay tuk Jo sath na day woh yaar hi kia
"A" ki Biwi "B", "B" ki Bhabhi "C", "C" ki beti "V", "V" ka dada "G" "G" ki biwi "K", "K" ki beti "T", To batao 'A" or "T" ka kya rishta ha ??? Answer= Husband & Wife