You are here: SMS4Smile » Funny SMS » Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
A Roman Urdu poem about pursuing a girl that ends with fear of the father.
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney,
Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney,
Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main,
Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Related SMS
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Pyar ka har farz ada kiya hum nay
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Auro ko to kya humko bhi tabah kiya
- Dard ko hamdard na mila
- KOI KIYA JANAY
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Hum nazuk nazuk dil waley
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke
- yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye
- Dil ka dard dikhayain kis ko
- IMDADA da jwandon qissay me domara dard laraloo
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai
- Meetha sa dard dil mein utha abhi abhi
- Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
- Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
- Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
- Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka
- Dard Ka Tajir...
- Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua
- 1 nafrat hi nahi dard ka sabab
Roman Urdu SMS gently pressing a distant friend to make contact — a call, an SMS, anything to show they still remember. Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Teri berukhi ko bhi rutba diya hum nay. Pyar ka har farz ada kiya hum nay. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhey. Aaj bhi khud se pehle tujhey yaad kiya hum nay.
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, Auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, Auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya.
A bittersweet Roman Urdu miss you about pain that never found its companion and longing that was never fully given its due. Dard ko hamdard na mila, Shauk ko maut na mili, is liye Dard ko qaid kia shauk ko azaad kia, Ham se jis tarah bana, hum nay tujhey yaad kia
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat […]
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Hum nazuk nazuk dil waley Kabhi hastey hain kabhi rotey hain Kabhi dil mein khwab parotey hain, Kabhi mehfil mehfil phirtey hain, Kabhi zaat mein gum ho jatey hain, Kabhi chup ki mohar sajatey hain, Kabhi geet labon par atey hain, Kabhi sab ka dil behlatey hain, Kabhi khud tanha ho jate hain, Kabhi shab […]
Missing someone while you're apart — praying for them, then sending an SMS when their memory sneaks up on you. Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne, Tumhare liye “God‚ se wish kiya humne, Tumhari yaad chupke se chali aayi toh, Toh bade pyaar se SmS kiya humne.
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke, Maut bhali aisay lambe intezar se, Marte hain roz bina dedar-e-yar ke, Tanhahi ache the us BEWAFA ke pyar se
This friendship is presented as exceptional evidence — the sender doesn't help, share, or even miss-call anyone, yet makes an exception here. yun tou hum bhi B madad kiya nahi karte chocolate kiya toffee bhi diya nahi kerte. ye dosti sirf aap say werna msg kiya hum miss call bhi kisi ko diya nahi kertay...
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye, Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye, Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon, Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye
paas aa k sab hi dur chale jate hai, hum akailay hain akele hi reh jate hai, Dil ka dard dikhayain kis ko? jab marham lagane wale hi dard de jate hai.
Raware baharono de pegham da cha da stargo Da gull pa makh lekale de salam da cha da stargo Zamong da tasne wasne zindagai qissa 6 lwalelle Noo somra khwandwawar lagee kallam da cha da stargo Aey khoba hagha khpalla bewasee de yadda na da 6 yadd ba takhta waley harr makham da cha da […]
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.
Meetha sa dard dil mein utha abhi abhi, Kya tune yaad kiya abhi abhi? Ek arse se mulaqat nahi hui Phir bhi lagta hai tum mile abhi abhi.
Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi, Ada'ain dikha kar sitam dhaa rahi ho, Wafaaon ka khoob sila diya, Ab tadapta hua chor kar jaa rahi ho.
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye […]
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho, Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho, Aaj poochtay hain aik sawal tumsay, kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho? <Miss You>
An Eid message for someone you always think of first. Of all the people to reach out to, you chose to start here. Socha kisi apne se baat karun, Apne kisi khaas ko yaad karun, Kiya jo faisla eid mubarak kehne ka, Dil ne kaha kyun na aapseshuruwat karun. *EID MUBARAK*
A two-liner about someone who traded in pain — and now that merchant of sorrow has left the shop empty. Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua, Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua, Jab log mujhse puchte hain hamari pyar ki dastaan, Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua.
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.