You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day,
Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay,
Q k tum duniya k liyay koi aik ho,
Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Related SMS
- Pyar se tab tak pyar na karo
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Miley aaj tumhein woh khushiyan k
- Aansu ko palko tak laya mat karo,
- Sada Muuskurate raha Karo
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
- Mat karo koi wada jise tum nibha na sako
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- pyar ki kismat
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- 1 nafrat hi nahi dard ka sabab
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo
- Abhi sath hai to bat kar lia karo
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Dard jitna hai meri nigaho me
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Kaisa dard diya hay tumne
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke
- Logo ki nigahon se dard chupana parta hai
- Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye
- Dil ka dard dikhayain kis ko
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi […]
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay, Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay, Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay, Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
Har ek sajda maqbool-e-khuda ho jaye, Teri DUAON k sang rab ki raza ho jaye, Miley aaj tumhein woh khushiyan k, Hazaron sal tak ghum tujh se khafa ho jaye
Aansu ko palko tak laya mat karo, Dil ki baat kisi ko bataya mat karo, Log muthi mein namak liye phirte hai, apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, Mat chaho usey jisey tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka pora hota hay, Iska to pehla shabd hi adhoora hota hay
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako, mat chaho use jise tum pa na sako, Pyar kahan kisi ka poora hota hai, Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai....
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
pyar ki kismat koi na jane, mar mitne ko taiyar hai diwane, duniya dekhe tamasha aur kahe, jal gaye pyar mae parwane.
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo, Humko Yun Ishara Na Karo, Dur Hai Tumse Ye Majburi Hai Hamari, Tum Tanhaiyon Mein Yu Rulaya Na Karo.
Sanson ka pinjara kisi din toot jayega, Phir musafir kisi rah mein choot jayega! Abhi sath hai to bat kar lia karo, Kia pata kub zindagi ka sath choot jayega
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Dard jitna hai meri nigaho me, paoge na utna kisi ki raho me, bitani chahte the zindagi jiski bahon me, maut b na mil payi unki panaho me.
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke, Maut bhali aisay lambe intezar se, Marte hain roz bina dedar-e-yar ke, Tanhahi ache the us BEWAFA ke pyar se
Logo ki nigahon se dard chupana parta hai, Hume to ghum me bhi muskurana parta hai. Hum bhi kabhi dost hua karte the unke, ye bhi ab unhe yaad dilana padta hai.
Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye, Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye, Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon, Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye
paas aa k sab hi dur chale jate hai, hum akailay hain akele hi reh jate hai, Dil ka dard dikhayain kis ko? jab marham lagane wale hi dard de jate hai.
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney