You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy.
Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain,
tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain.
duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Related SMS
- Kuch khone ko pyar kehte hain
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Eisi umeed ka sath Yaar tumhe mubarak ho eid
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
- Hum tumharay dil mein hain k nahi
- Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain
- Kyu humain kisi ki talash hoti hai
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Sirf tere liye hain
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
- Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Dil me har raaz daba k rakhte hain
- Duniya jalti hay
- aik aas lagana chahte hain
- Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai
- Yaad ban kar tumhe rulate rahenge
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
- Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad
- Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Nobody truly does anything for anyone else — not even the living stand by the living half as much as they claim. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi […]
Warm Roman Urdu Eid greeting wishing the reader to stay as happy as a flower and spread joy like a song on all sides. Sada haste raho jaise haste hain phool, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charo taraf phailao khushion ka geet, Eisi umeed ka sath Yaar tumhe MUBARIK ho EID.
Ranks cheapskates by tier, saving the top spot for the person who sends a miscall just to check their own balance. Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate, kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate, kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate, aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
A ghazal about remembering and wanting to be remembered — we think of you, please think of us too. Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad […]
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]
Dosti karna‚ hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara, Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.
A quiet Urdu couplet reminding us that love isn't only about gaining — sometimes losing someone is its own form of devotion. Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Kyu humain kisi ki talash hoti hai, Kyu dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho wo bhi tanha hai, Jabki chandni ki har raat uski mulakat hoti hai,.....
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Straightforward Roman Urdu romantic SMS listing love, prayers, and devotion as all exclusively yours. Meri mohabbat Meri wafain Meri duain Meri adain Meri yeh dolat Meri yeh shohrat Sirf tere liye hain, Sirf tere liye hain
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay, Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay, Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay, Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.
Bheeg jaati hain meri palkein jab tanhai main Dar lagta hai, koi wajah jaan na le. Dar to yun bhi lagta hai k koi meri Aankhon me tumhe dekh k‚ pehchaan na le.
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Keeps every secret buried deep and every tear hidden — because the world only shows up for joy. Dil me har raaz daba k rakhte hain, Honto pay muskan saja k rakhtey hain, Ye duniya sirf khushi main saath deti hay, Is liye hum apne aanso chupa k rakhte hain...
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai , Pukara Hai Jo Naam Tumhara , Pukarne Wala Koi Gair Nahin , Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara.!
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge.
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.
Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad, Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad, Dunya chor dain gai tumhai chorne k bad, KHUDA! Maaf kare itne jhut bolne k bad
Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.
A Roman Urdu poem where God's excitement about creation ends with a zoo comparison. Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke, Maut bhali aisay lambe intezar se, Marte hain roz bina dedar-e-yar ke, Tanhahi ache the us BEWAFA ke pyar se