You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Flirt SMS » Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
A backhanded compliment: God spent extra time creating you, which — as the punchline reveals — is exactly what happens with pointless things.
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
"simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Related SMS
- Bari fursat mein banaya hoga
- Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
- Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Qaatil kise kehtay hain ?
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Aapko...hum sirf aapko hamesha
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Dono aankho mein ashq liya karte hain
- Maa Gaon mein Fauji aaye hain
- Dil mein aansuyo ke mele hain
- Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain
- Hum tumharay dil mein hain k nahi
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
- Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain
- Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Fursat se sochta hay usay
- khilta hua phool khusbo de aapko
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin
- EID MUBARAK ho Aapko
- Bari khushi say kehtay EID MUBARAK
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Har pal hum apko yad kia kertay hain
- Such yeh duniya badi zalim hai
- aik mein bhi tanha they sau(100) mein bhi akailey hein
An insult dressed as a compliment: people say God took His time making you — because, as the SMS explains, idle work only gets done in leisure. Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga.... " simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai...
A Roman Urdu poem where God's excitement about creation ends with a zoo comparison. Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
A teacher asks a Pathan what a murderer is called, using the example of killing one's own father. Pathan's answer sidesteps the vocabulary entirely. Teacher 2 pathan: Qaatil kise kehtay hain ? Pathan: Pata nahi, Teacher: agar tum apnay baap ko qatal ker do to tum kia kehlao gay? Pathan: YATEEM
Wordplay on heart bypass surgery: BYPASS = PASS if it works, BYE if it doesn't. Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Teasing Roman Urdu SMS that repeats the recipient's name across three lines only to announce the sender's plan to bother them forever. Aapko...hum sirf aapko aur aapko are aapko haan haan aapko ,baba aapko aapko only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge......
Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai Beti: Maa fauji Pakistani hain Maa: to bakri ko bhi andar le aa.
Roman Urdu SMS about loneliness and longing, with a Punjabi aside explaining that 'vele' means lazy — the sender's self-described state waiting for the beloved. Dil mein aansuyo ke mele hain Tum bin hum bohat akele hain Sab kuch chod kar tumeh MMS karte hain Dekho hum kitne vele hain *vele = lazy (vele is […]
Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain, Aur Insaan Zinda rehne se Ghabrata hain, Naa jaane kaise Hazaaron kaanton ke beech, Rehkar bhi ek Phool Muskurata hain.
Dosti karna‚ hamain bhi sikhado zara, Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara, Hum tumharay dil mein hain k nahi, Zuban say na sahi sms se to batado zara.
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]
Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain, Har Zakhm ko apne hathon se si lete hain, Jiss hath ko keh diya apno ka hath, Uss hath se hum Zeher bhi pi lete hain,
Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay, Jo ruch jayain rag-o-pay main unhein socha nahin kertay, Baharon k ghanay sayai mein talkhi bhi, chubhan bhi hay, Ghamon ki dhoop ka tum say magar shikwa nahin kertay, Nahin aatay kabhi bhi loot ker guzray howay mousam, Barastay badalon ki aas mein tarsa nahin […]
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Wo tu milta hay mujhse mehdood se lamhon me Faraz Yeh DIL hay kitni fursat se sochta hay usay
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
A Roman Urdu birthday message imagining God celebrating the day He made you. Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta […]
Playful Roman Urdu Eid SMS reminding the recipient that when the eidi arrives, they had better remember only one person. EID MUBARAK ho Aapko, Dher sari tarif aur khusiya mile aapko, But, Jab EIDI mile aapko to Please Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Warm Roman Urdu Eid SMS wishing to shrink into an SMS just to reach the reader's phone and say Eid Mubarak with full joy. Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar detay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty […]
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
A cheerful Roman Urdu good morning blessing the reader with a ray of happiness, a ray of laughter, and a ray of good health. Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Just smile, for God's sake — the gathering is dim and your smile is all the light it needs. Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Chupke chupke faryad kia kertay hain, Har pal hum apko yad kia kertay hain, Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain, k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
Observes that the world is cruel and SMS is cheap — yet people still can't bring themselves to send one. De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir aap hein udher tanha ...hum idher akailey hein bheer hey qayamat ki ...phir bhi hum akailey hein ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein aap se bichar ker hum […]