You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Such yeh duniya badi zalim hai
Such yeh duniya badi zalim hai
Observes that the world is cruel and SMS is cheap — yet people still can't bring themselves to send one.
De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata,
Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata,
Such yeh duniya badi zalim hai,
SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
Related SMS
- Main duniya bhool jata hon
- Khoon-e-jiger B na chora zalim ne
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Badi koshish k bad use bhula diya
- PROFESSOR: Akal badi ki bhais?
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Hum apni duniya alag basain gay
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Is duniya main 3 tarha k log
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Duniya jalti hay
- Jab tum is duniya se jaoge
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Is duniya mein dost kam milenge
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Yahi to khubsurt dosti ka nata hai
- Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
- Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
- Phulo ki mahak ko churaya nahi jata
- Dosti mausam nahi
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Kia halat ho gai hai zamane ki
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Dil diya tha MOHABBT ki nishani samajh kar, Wo kha gaya use BIRYANI samajh kar. Khoon-e-jiger B na chora zalim ne, Wo B pi gaya LIMON PANI samajh kar.
Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
A backhanded compliment: God spent extra time creating you, which — as the punchline reveals — is exactly what happens with pointless things. Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Worked hard to forget, almost got there — then a message arrived saying forget me, and every memory came flooding back. Badi koshish k bad use bhula diya, uski yadon ko seenay say mita diya. 1 din phir uska paigham aya, likha tha mujhey bhul jao, aur mujhe bhula hua... ‚ har lamha yad dila diya.
A professor's classic brains-versus-buffalo question gets derailed before it can begin when Munna Bhai asks for the buffalo's date of birth. PROFESSOR: Akal badi ki bhais? MUNNA BHAI: Bole toh pehlay date of birth bata mamu.
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
A short romantic verse in Urdu about building a private world with someone and living joyfully together. Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Nobody truly does anything for anyone else — not even the living stand by the living half as much as they claim. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi […]
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Roman Urdu SMS listing three kinds of fortunate people — those with true love, a good friend, and the sender's repeated messages. Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
Heaven celebrated wildly when you were born — the angels were relieved their problems were finally someone else's. Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
A reincarnation taunt dressed in spiritual-sounding verse, wishing the recipient a next life with a long tail and four legs. Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge.
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Yahi to khubsurt dosti ka nata hai jo bina kisi shart ke jiya jata hai, rahe duriya darmya to parwa nahi, dost to harpal DIL me basaya jata hai.
Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, honay wale ho jate hain khudhi dil se apne, kisi ko keh kar apna banaya nahi jata
Rule of boys: “Phulo ki mahak ko churaya nahi jata, suraj ki kirno ko chupaya nahi jata, kitni bhi soni ho girlfrnd apni, dusro ki girlfrnd ko bhulaya nahi jata..
A poetic Roman Urdu meditation on what friendship is not — not seasonal, not temporary, not ash — but breath itself. Dosti mausam nahi, apni mudat pori kare aur rukhsat ho jaye. dosti sawan nahi, toot k barse aur tham jaye. dosti aag nahi sulge bharke aur rakh ho jaye. dosti aftab nahi chamke aur […]
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
SMS became cheap long ago but people's cheapskate habits never changed — still hoarding every paisa even when texting costs almost nothing. Kia halat ho gai hai zamane ki, Sabko adat ho gaye hai paise bachanay ki, SMS to company ne kab k sastay kar diye, Par fitrat nahi badli chillar bachanay ki