You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Badi koshish k bad use bhula diya
Badi koshish k bad use bhula diya
Badi koshish k bad use bhula diya,
uski yadon ko seenay say mita diya.
1 din phir uska paigham aya,
likha tha mujhey bhul jao,
aur mujhe bhula hua...
‚ har lamha yad dila diya.
Related SMS
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Kisne meri kabar par aake diya jala diya
- Ishq ne hume Rula Diya
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Tujhey bholnay ki koshish
- Gham ney hasney na diya
- Hamain bhula na dena
- Apno ko bhula dayta hai
- Nakaam si koshish kiya karte hain
- Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- us ne mehsoos bhi na honey diya
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Ab na koshish karenge unhe bulane ki
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Uski yaad her pal aa jaati hay...
- Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Tujhey be-wafa bana dia
- Kashish dil ko dharkanay k liyay kafi hai
- Missed call to ek bahana hai
- Lamha lamha intezar kiya us lamhe k liye
- Khayal mein aata hay jub uska chehra
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Chehray ki khushbu
- Sari umar ankhon main ik sapna yad raha
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Tujhy bhul jaon ye koshish kr k dakhun ga.. wesy daryaon ka ulta behna mumkin nai..
Gham ney hasney na diya, zamanay ney roney na diya, is uljhano ney jiney na diya, thak k jab sitaron sey panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
na jane kis bat ki wo mujh ko saza dayta hai mere hansti hoye ankhon ko rula dayta hai hum ko maloom nahin koye to poocho us se kya koye is tarah apno ko bhula dayta hai
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
us ne mehsoos bhi na honey diya, yun kahani ka rukh moor diya, milney julney main ki kami pehley, phir rafta rafta hamein hi choor dya
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Ab na koshish karenge unhe bulane ki, jinki adat hai bin baat rooth jaane ki. vo chahe to bhool jayein humein sapna samaj kar, magar hamein adat nahin apno ko dil se bhulane ki.
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Kion kisi ki khamoshi mujhey khamosh ker jati hay, Kion uski udasi mujhey udas ker jati hay, Kia rishta hay uska mera jo mujhey, Uski yaad her pal aa jaati hay...
Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha....?
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
Kashish dil ko‚ dharkanay k liyay kafi hai uski yaad hi mujhey rulanay k liyaykafi hai usko neend shayad hi aati hogi par uske sang bite pal mujhe sulanay k liyay kafi hain
Missed call to ek bahana hai, Irada to aapka ek lamha churana he, Aap chahe humse baat karo ya na karo, Aap ki yadon mein humara ana jana hai.
Lamha lamha intzar kiya us lamhe k liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhay k liye, guzarish yehi hai khuda se k kash woh lamha phir aye 1 lamhe k liye.
Khayal mein aata hay jub uska chehra to labon pay aksar faryad aati hai Hum bhool jatay hain uskay saray sitam jub uski thori si mohabbat yaad ati hai
Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey! Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey Jaaney Kya Aadmi Tha, […]
Kisi k Chehry ki Khushbu ne kar diya pagal Phir us k baad sama ka sama hua pagal jo un se main ne kaha Zindagi bana lo Mujhe To us ne Dheere se ik Lafz Keh diya pagal
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.