You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Holi SMS » Aapne dil ka haal batana chod diya
Aapne dil ka haal batana chod diya
Aapne dil ka haal batana chod diya,
humne bhi gehrai mein jaana chod diya.
Areyy yeh kia ?
Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Related SMS
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- Haal e dil bhi batana nhi ja kr
- Kisne meri kabar par aake diya jala diya
- Is liye farz tha aap ko batana
- Zindagi dene vale marta chod gye,
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Ishq ne hume Rula Diya
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Gham ney hasney na diya
- Badi koshish k bad use bhula diya
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Main jo POOCHO tumhara HAAL-e-DIL
- Iqbal tery dees ka kya haal sunnaun
- us ne mehsoos bhi na honey diya
- Time bhi barha diya..!!
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Thora socha hai humne...
- I miss the grand celebration.
- EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Zinda Lash
- Dest kehne wale
- Happy New Year sab se pehle
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Mera zikar na kerna...
- Mubarak ho aapko holi ka tyohar,
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
Ab jo ruthey to kbhi manana nhi ja kr Seh laingey dukh usey sunana nhi ja kr Laut aayga zaroor agr vo mera hua Aj sey tey hua khud bulana nhi ja kr Usey chaha hai usey chahtey rhaingey Usk dil main kia hai aazmana nhi ja kr Miley to brsa daingey hum piyar us […]
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Haqiqat samjho ya afsana, Apna samjho ya baigana, Hamara aapka rishta he purana, Is liye farz tha aap ko batana, kay garmiyan aa gayi hain, Ab shuru ker do roz nahana! jao nahao (,?. *,?.)
Zindagi dene vale marta chod gye, apnapan jitane vale tanha chod gye, jab padi zarurat hume apne humsafar ki vo saath chalne vale apna rasta hi mod gaye ...
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Gham ney hasney na diya, zamanay ney roney na diya, is uljhano ney jiney na diya, thak k jab sitaron sey panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Badi koshish k bad use bhula diya, uski yadon ko seenay say mita diya. 1 din phir uska paigham aya, likha tha mujhey bhul jao, aur mujhe bhula hua... ‚ har lamha yad dila diya.
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Apni KHAMOSH zindagi main bolana mujhko, Apni HASEEN khuwab ki TASVEER banana mujhko, Main jo POCHON tumhara HAAL-e-DIL, To apni har DHARKAN ki AWAZ sunana mujhko
Iqbal tery dees ka kya haal sunnaun, Bebaqi_o_haq goi sy gabrata hai momin, Makkari_o_robahi py itrata hai momin, Jis rizq sy parwaz main kotahi ka dar ho, Woh rizq bary shoq se khata hai momin, Kirdar ka, guftar ka, aamal ka momin, Qaail nhi aisy kisi janjal ka momin, Sarhad ka hai momin koi punjab […]
us ne mehsoos bhi na honey diya, yun kahani ka rukh moor diya, milney julney main ki kami pehley, phir rafta rafta hamein hi choor dya
TIK TIK TIK TIK Aata Daal Ghee Cheeni Chawal Doodh Tail Gosht Petrol K baad ab Aah Time bhi barha diya..!!
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Thora socha hai humne ... thora jaana hai humne... Mushkil se magar pehchana hai humne... Koi aap jaisa na tha na hoga... isliye dost aapko mana hai humney
Bhaiyon Holi ke rango mein khoob rangna aur masti karna. I hope this Holi brings lot of colors in each and everybody's life. I wish I was in India to celebrate Holi with my loved ones. I miss the grand celebration.
Koi itna Chahe Tumhe to batana, Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana, EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse, Koi Hamari tarah kahey to batana
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Dosti mein humne chaha use itna , ki khud ko hi bhul gaye hum , aur isi haal me khush the hum , par jab todti dosti humse usne , sirf zinda lash banke reh gaye hum
Jaankar unko, hai is baat ko jaana humne, kis kadar palat-te hain yeh khud ko dost kehne wale.
Rosni ko andhere se pehle, Dil ko Dhadkan se pehle, Pyar ko mohabbat se pehle, Khushi ko Gum se pehle, Apko or apke parivar ko **Happy New Year** sabse pehle.
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna... Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna... Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar... Tum raah guzaron se mera zikar na kerna... Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se... Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna... Shayad ye andhere hi […]
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai.