You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » us ne mehsoos bhi na honey diya
us ne mehsoos bhi na honey diya
They never let you realize what was happening — met less and less, then slowly just stopped being there.
us ne mehsoos bhi na honey diya,
yun kahani ka rukh moor diya,
milney julney main ki kami pehley,
phir rafta rafta hamein hi choor dya
Related SMS
- Kisne meri kabar par aake diya jala diya
- Sooni zindagi me halchal mehsoos hui
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Ishq ne hume Rula Diya
- Purity of honey
- Zara Tum Shaam Honey Do
- My sweet honey
- Jo hum mehsoos kerte hain
- Aapne dil ka haal batana chod diya
- Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
- Gham ney hasney na diya
- Sweet but not honey
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Wife:, honey what r u looking 4?
- Badi koshish k bad use bhula diya
- Bee love honey...but
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Time bhi barha diya..!!
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Jis din se juda vo humse hue
- Mohabbaton k baad bhi..
- I Just Stopped Showing Love
- Tujhey be-wafa bana dia
- jub naraz hoti ho
- Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To
- When I came home in the rain
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Sooni zindagi me halchal mehsoos hui, bejan dil me dharkan mehsos hui, janey kion aaj aisa laga, shayad tumhari kami mehsoos hui.
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
For the pain of being forgotten by someone you never stopped loving. A sad Urdu verse that names that feeling with precision. Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Buyer to seller : is it pure honey ? How do I know if it is pure honey ? Seller : give the dog some honey .. if the dog doesn't lick it, it is pure honey Buyer :what if the dog licks it ? Seller: so it is not a real dog.
Main Titli Ko Sula Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do, Main Jugnoo Ko Jaga Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do ! Kahan Aaghaz Hota Hai, Kahan Anjaam Hota Hai, Huner Saarey Sikha Doon Ga Zara Tum Shaam Honey Do ! Mujhey Itni Mahaarat Hai Ke Main Saada Say Lafzon Mein, Tumhein Dilkash Bana […]
An ASCII art SMS — a small visual message for your sweet honey. .-. .-.-. .-. ! " ! " ! "-..-"'-..-" MY SWEET HONEY!
Jo hum mehsoos kerte hain agar tum tak pohanch jaye tou bas itna samajh lena ye un jazbo'n ki khusbuu hay jinhai'n hum keh nahi sakte magar tum jo ijazat do tou chand lafzo'n main keh doon k tum bin jee nahi sakte ... K tum bin jee nahi sakte ...
Funny Holi SMS catching the reader out: all that silence and distance, and now on top of that you've stopped bathing before Holi? Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. Areyy yeh kia ? Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Is Tarah Gulab Main Khushbo Basi Hoti Hai Jis Tarah Namaz Parh Li Ho Aur Dua Na Mangi Ho Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
Gham ney hasney na diya, zamanay ney roney na diya, is uljhano ney jiney na diya, thak k jab sitaron sey panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Sweet but not honey, precious but not money, bright but not sunshine, Improves with time but not wine, dont know?? , it's friendship..!
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
wife:honey,what r u looking 4? husband: nothing wife:why have u been reading our marriage certificate 4 an hour ? husband: i was just looking 4 the expiry date
Worked hard to forget, almost got there — then a message arrived saying forget me, and every memory came flooding back. Badi koshish k bad use bhula diya, uski yadon ko seenay say mita diya. 1 din phir uska paigham aya, likha tha mujhey bhul jao, aur mujhe bhula hua... ‚ har lamha yad dila diya.
Bee love honey, Miss love money, Flower love due, But, I LOVE YOU
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Urdu SMS that puts it plainly: we showed our side of this friendship. Now it's your turn to reply or delete. Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
A running list of everything that's gone up in price — flour, oil, petrol — and then one final surprise at the end. TIK TIK TIK TIK Aata Daal Ghee Cheeni Chawal Doodh Tail Gosht Petrol K baad ab Aah Time bhi barha diya..!!
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Since you left, the heart stopped, the moon dimmed, the stars went cold — everything quit at once. Jis din se juda vo humse hue is dil ne dharkna chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra taaro ne chamkna chor diya
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra'as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi […]
The most beautiful words by a wounded heart "I Never Stopped Loving You, I Just Stopped Showing It"...
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.
An Urdu verse for the one whose mood changes your whole day. Send when being ignored by them genuinely hurts more than you want to admit. k jub naraz hoti ho, meri jaan tum kbhi mujhsy.... main hansna bhool jata hun ! mujhy aansu nhi aaty , magr..!!!! aankhon k goshon main nammi mehsoos hoti […]
Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota, Sharab kam thi to pani mila diya hota, Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To, Muskura key sar hi hila diya hota..
When I came home in the rain, My Brother Asked: Why U Didn't take an Umbrella. Sister:(Advised) why didn't U wait till rain stopped. Father(Angrily): Warned! only after getting cold, U will realize. . Mother: while drying my Hair, said, "STUPID RAIN! couldn't it wait, till my child came home." Thats MAA (Mother)