You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Time bhi barha diya..!!
Time bhi barha diya..!!
TIK TIK TIK TIK
Aata
Daal
Ghee
Cheeni
Chawal
Doodh
Tail
Gosht
Petrol
K baad ab
Aah
Time bhi barha diya..!!
Related SMS
- Kisne meri kabar par aake diya jala diya
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Car ki speed kion barha di
- Gham ney hasney na diya
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Badi koshish k bad use bhula diya
- Ishq ne hume Rula Diya
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya
- Aapne dil ka haal batana chod diya
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- us ne mehsoos bhi na honey diya
- Hasta basta dil kar diya khali us nay
- Kaisa dard diya hay tumne
- Ek diya bhi jale door ki baat hai,
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga?¢â‚¬Â
- Success is like tip of the tail
- Meaning of Pakistan in 2008
- Chehray ki khushbu
- Santa, Kachha and parosan
- 75 year old lady zarorut-e-rishta
- Yad kertay hain her sans k baad
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Kia usay bhi hamara khayal aata hai
- Wish u a very happy independence day
- Mehangi chiz on birthday
- Ap meri churi k nechay;)
- Ab duniya walay bhugtain gay
- Tumhare rooth jaane ke baad.
- Tujhey be-wafa bana dia
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Sardar's wife: O sardar ji, yeh car ki speed itni kion barha di...?? Sardar ji: oyee car ki break fail ho gayai hain, is say pehlay k koi accident ho jayai ghar pohunch jatay hain:p
Gham ney hasney na diya, zamanay ney roney na diya, is uljhano ney jiney na diya, thak k jab sitaron sey panah li, neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Badi koshish k bad use bhula diya, uski yadon ko seenay say mita diya. 1 din phir uska paigham aya, likha tha mujhey bhul jao, aur mujhe bhula hua... ‚ har lamha yad dila diya.
Ishq ne hume Rula Diya Jis Per Marte The usne hi hame bhula Diya hum to unki yadon mein hi jee laitay, magar unhone to yaadon mein hi ZEHER mila diya
Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya, Mitti ke motioyn ko bikhrane naa diya, Jiss raah par pade tere kadmon ke nishan, Uss raah se kissi ko guzrane naa diya.
Kamabakth Ishq ne aaj mujhe rula diya, Jis pe marta tha usne hi bhula diya, Mein bhi uski Yaad bhulane k liye peeta gaya, Ek din zalim ne us mein bhi Zeher mila diya.
Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. Areyy yeh kia ? Holi se pehle hi aapne nahana chod diya!!
Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.
us ne mehsoos bhi na honey diya, yun kahani ka rukh moor diya, milney julney main ki kami pehley, phir rafta rafta hamein hi choor dya
Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay, Hasta basta dil kar diya khali us nay, Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha, JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Ek diya bhi jale door ki baat hai, Ho kahi bhi noor namumkin si baat hai, Khud se milne par bhi hai humare paabandiya, Tujh se milna to door ki baat hai.
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Zakham aisa diya k koi dawa kaam na aayi, aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi, aaj bhi rote hain unki yaad main, jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai. Aur brabar mein bhi, ek aadmi apne dost ki kabar par chawal daal raha hota hai. Pehla aadmi doosre se kehta hai, ¢â‚¬Å“Ye tumhara dost phool sunghne kab uthe ga?¢â‚¬Â Doosra aadmi, ¢â‚¬Å“Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.¢â‚¬Â
Success is like tip of the tail !!! If cat runs to catch the tail. It has to keep running forever. But if it walks in its own style. Tail follows!! Live life with your own rules....
Meaning of Pakistan in 2008 P = Petrol 68.89 A = Aata 26 rs kg K = Khudkash hamle I = Ilm ki Kami S = Sarko Pe Pani T = Traffic Jam A = Awam Pareshan N = No Electricity
Kisi k Chehry ki Khushbu ne kar diya pagal Phir us k baad sama ka sama hua pagal jo un se main ne kaha Zindagi bana lo Mujhe To us ne Dheere se ik Lafz Keh diya pagal
Santa ne kachha dho k padosan ki shalvar k paas sukhne daal diya, Aur awaz di Bhabi ji, Jab tum salvar utarogi to mujhe awaz de dena mai bhi kachha utar lunga.
75 year old lady ne newspaper me add diya, "Zarorut-e-rishta" 7 din k baad ek letter aaya "Amma is umer mein rishtay nahin, Farishtay aatay hain"
Sunehri dhoop barsaat k baad, Thori si hansi her baat k baad, Jaisay aati hay subha her raat k baad, Hum aap ko yaad kertay hain her sans k baad..
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
Fursat main jub kabhi wo yaad aata hai, Dil main sirf aik hi sawal aata hai, Yaad kartay hain jisay hum..!!! kia usay bhi hamara khayal aata hai
Halki si dhoop barsat k baad, thori si khushi her baat k baad, Isi tarah mubarak ho aap ko, Jashan-e-azadi 1 din k baad.... Wish u a very happy independence day
Wife:Bht pyar sey "Suniye! aj meri birthday ha, Mujhy koi Mehngi C Cheez Ley K Dain Naa Plz" Hsbnd: Chalo Tm Tayyar Ho Jao, "Hm Cheeni Lenay Chaltey Hy".
Agar ALLAH nay eid-ul-azha k moky par apni sab sy Piyari cheez ki qurbani krne ka hukam diya hota Tu 1 din baad ap meri churi k neechay hotay EID MUBARAK :)
Jab ap paida howay, Tab akash se phool barsay, Parion ne jashan kia, Farishton ne ghee k chiragh jalae, or bolay . . . . Hamari jan chuti Ab duniya walay bhugtain gay
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad, Aayegi raat din dhal jaane ke baad, Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar, Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye, Tumhare rooth jaane ke baad.
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya.