You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Ab duniya walay bhugtain gay
Ab duniya walay bhugtain gay
Heaven celebrated wildly when you were born — the angels were relieved their problems were finally someone else's.
Jab ap paida howay,
Tab akash se phool barsay,
Parion ne jashan kia,
Farishton ne ghee k chiragh jalae,
or bolay
.
.
.
.
Hamari jan chuti
Ab duniya walay bhugtain gay
Related SMS
- Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa
- muj ko chor kr janay walay
- Ghussa ko pinay * qasoor maf karnay walay
- Tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay
- Such yeh duniya badi zalim hai
- Hum apni duniya alag basain gay
- Duniya jalti hay
- Jab tum is duniya se jaoge
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Dil ki duniya pe chha gaya koi
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Is duniya main 3 tarha k log
- Is duniya mein dost kam milenge
- Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna
- Main duniya bhool jata hon
- Kitnay chehray hain is duniya mein,
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain
- Flowers need sunshine
- You were born with potential.
- A glad new year to all the earth.
- Happy Christmas and Happy Holiday
- Ek admi chupke se jannat main chala gaya
- 1 ghar main twins paida howay
- God ko miss call karna hai
- Heaven is not heaven without U
- May u sleep peacefully thru out the night
Munnabhai tells Circuit to fetch the neighbor's doctor because he's unwell. Circuit points out Munnabhai is a doctor. He knows — his own fees are too high. Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. […]
Sad longing Roman Urdu Eid SMS addressed to someone who left without warning, asking how this Eid will be faced without them. muj ko chor kr janay walay mera dil dokhanay walay bin bataye tm kahan chalay gaye ho ab to mere khawabon mein bi bus tum he atay ho agar tm is eid pr […]
Roman Urdu rendering of Quran Aal-e-Imran 134: those who hold back their anger and forgive others are among those most loved by Allah. Â AL-QURAN Â "Jo log ghussay ko pee jatay hain aur doosron k qasoor muaaf kar detay hain, aise naik log ALLAH Ko buhat hi pasand hain" (Aal-e-Imran:134)
If hearts were made of glass, the one who shatters them would at least get cut too. Kaash bananay walay nay dil kaanch k banayai hotay Kam say kam tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay.
Observes that the world is cruel and SMS is cheap — yet people still can't bring themselves to send one. De kar haath dosti ka wapis lia nahi jata, Is nazuk mohabbat ko zakham diya nahi jata, Such yeh duniya badi zalim hai, SMS itna sasta he phir bhi kia nahi jata
A short romantic verse in Urdu about building a private world with someone and living joyfully together. Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
A reincarnation taunt dressed in spiritual-sounding verse, wishing the recipient a next life with a long tail and four legs. Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge.
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Roman Urdu SMS listing three kinds of fortunate people — those with true love, a good friend, and the sender's repeated messages. Is duniya main 3 tarha k log khushnaseeb hotey hain 1 jinhye sucha piyar milta hai 2 jinhye acha friend milta hai 3 jinhain mera sms bar bar milta hai
Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.
Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna, Rehti duniya tuk us ko salamat rakhna. Meri ankhon k sary deep bujha dena, Per us ki ankhon k sary khuwab salamat rakhna
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!
Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Nobody truly does anything for anyone else — not even the living stand by the living half as much as they claim. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi […]
The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Flowers need sunshine, violets need dew, all angels in heaven know I need u.
You were born with potential. You were born with goodness and trust. You were born with ideals and dreams. You were born with greatness. You were born with wings. You are not meant for crawling, so dont. You have wings. Learn to use them and fly. (Rumi)
Glory to God in highest heaven, Who unto man His Son hath given, While angels sing with tender mirth, A glad new year to all the earth.
May ur neighbours respect you, Trouble neglect u, The angels protect u and Heaven accept u Happy Christmas and Happy Holiday
A man sneaks into heaven, gets beaten by the angels, then lectures them: this is exactly why nobody comes voluntarily. Ek admi chupke se jannat main chala gaya farishto ne pakar kar buhat mara admi utha aur bola "Tum logoin ki in hi harkaton ki waja say koi banda janta main nahin aata"
Mother-in-law's take on twins: children are now too scared to face Pakistan's problems alone, so they arrive in pairs. 1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao.. hamare pakistan ki halat daikh kar bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
A baby is born and immediately asks the nurse for a phone — to send God a missed call confirming safe arrival on earth. 1 baccha paida hote hi nurse se bola: "Mobile hai kya ?" Nurse boli - hai, lekin karega kya ? Baccha: kuch khaas nahi, sirf God ko Miss call karna hai.... […]
If Im in hell & Ur in heaven, Ill look up & be glad of U. If Im in heaven & Ur in hell, Ill pray to god to send me down, Coz the heaven is not heaven without U.
A bed of clouds for U to sleep, Diamond stars as ur bedside lamp, Angels from heaven singing lullabies for U, May u sleep peacefully thru out the night. Good Night