You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » 1 ghar main twins paida howay
1 ghar main twins paida howay
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha:
mubarik ho! bhala bataao..
hamare pakistan ki halat daikh kar
bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
Related SMS
- Santa k ghar main talaab ka pani
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- 1 memon k ghar ko aag lag gai
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Tu to ghar ja..!
- Ye diwali aapke ghar aangan mein
- Nafraton k ghar nahi hote
- Macher ne 1 admi ko din main kata
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa
- Zoo se bhaagay howay Langoor
- Bhool gaye rastay bhi ghar k
- Uljhay howay din raat
- us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Main ullu ka patha ...!
- Jub teri dhun main jiya kertay thay
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- Main tumse kuch kahna chahta hun,
- Yaad main aadhi ho gayi hon
- Main nay pocha chand say
- Akaila mehsos kero jub tanhai main
- Main churail hoon
- ishq main barbadi na kerwa lena
- Tere qareb aa kay bari uljhano main hon
- bottle main Pepsi say zyaada....
- bottle main Pepsi say zyaada ....
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
1 banda bhahta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay. Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay:D:D
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
1 memon k ghar ko aag lag gai, woh ghar ko bacha nahin saka, guess kion? because wo sari raat fre brigade walon ko miss calls marta raha.
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . . kambakht main to rasta bhool gaya hun, tu to ghar ja.
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Macher ne 1 admi ko din main kata, admi ne kaha:"tum to rat main kat'tay hona?" Macher bola,"ghar k halat kharab hain over time ker raha hon."
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na.
Abe Khajur, Zoo se bhaagay howay Langoor, Abey Saray hue Kele ke Chilkey, Chuse hue Aam, Circus k Retired Bander, (Aisa kisi ko na kehna Feel hota hai).
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Apney Uljhey Huwey Din Raat Bhi Suljha Na Sakey Itney Be-faiz Hain Khud Apney Hi Kaam Aa Na Sakey Saaya-e-Zeest Ko Dhaltey Huwey Daikha Lekin Taptey Sehra Pay Koi Naqsh-e-Khushi Paa Na Sakey Dil Bhi Machla Tha Nigahein Bhi Palat Jaati Theen Unn Ki Dehleez Pay Lekin Ye Qadam Jaa Na Sakey Dil Ki Taskheer […]
us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari us ne kaha dekhtay kia ho main nay kaha soorat tumhari us ne kaha karte ho kia main nay kaha ibadat tumhari us ne kaha kafir ho kia main nay kaha ye hi sahi us ne kaha chahtey ho kia main nay kaha muhabbat […]
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
1 bar ek larka apni door ki aunty k ghar gaya. Usay kafi dair ho gaye, aunty ne kaha beta aaj tum guddu k pass so jao. Larka bola rehne dain bahar sofay per hi so jata hon next morning a beautiful girl bring tea 4 him. Boy asked tum kon ho. Girl: main guddu […]
Jub teri dhun main jiya kertay thay, hum bhi chup chaap phira kertay thay, Aankhon mein pyaas howa kerti thi, Dil mein toofan utha kertay thay, Loog aatay they ghazal sunne ko, Hum teri baat kia kertay thay, Such samajhtay they teray wadon ko, Raat din ghar mein raha kertay thay, Woh bhi kia din […]
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
main tumse kuch kahana chahata hu, wahi baat jo dil ko chu jaye, wahi pyar ke 3 ilfaz "MERA PAKISTAN ZINDABAD"
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband: 15 din aur ruk jao...
Main nay pocha chand say, daikha hay kahin mera yaar sa haseen chand nay kaha:- Salay itnay upar say dikhta hay kia?
Akaila mehsos kero jub tanhai main, Yaad meri ayai jub judai main, Mehsos kerna tumharay hi paas hon main, Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.
A sardar passing through a jungle. A churail stops him & says: HOO HOO HA HA,Main churail hoon. Sardar: janta hoon teri ek behan mere ghar main bhi hai.
ishq main barbadi na kerwa lena, Apne ammi k arman khak mai na mila dena, jo paise ghar se sabzi laane k liye milte hain, unka easy load na karwa lena
Tere qareb aa kay bari uljhano main hon, Main dushmanon main hon k tere doston main hon, Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago, Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon, Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar, Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon, Tu hans […]
bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE UÂ
bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... Pakistan main coruption say zzyaada... IÂ MISS UÂ
Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa, Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day, Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay, Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala