You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Bhool gaye rastay bhi ghar k
Bhool gaye rastay bhi ghar k
A short verse about feeling so lost that even the wind no longer recognizes the way home.
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh
Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Related SMS
- Bhool samajh kar bhool jana.
- Tu to ghar ja..!
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Hum bhi mohabbat kar k gunehgar ho gaye
- Tere bina hum jeena bhool jate hain
- Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Main duniya bhool jata hon
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Bhool jane ka hosla na hua
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Her sahara bhool jatey hain
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Ye diwali aapke ghar aangan mein
- barbad ho gaye bari saadgi say hum
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare
- Nafraton k ghar nahi hote
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- 1 memon k ghar ko aag lag gai
- Woh aaj achanak hi yaad aa gaye
- Jawani ke din chamkiley ho gaye
- Zinda Hi Maar Gaye.
- chaley gaye they door ek pel key leye
- Yun nazar ki baat aur dil chura gaye
- Hum mitti ka aashiyana banate gaye
- Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad
Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.
A Sardar and his son get lost in the jungle — the Sardar beats the boy and delivers advice that only makes sense on very slow reflection. Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya. Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga aur bola: . . . […]
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
An Urdu verse about falling completely for someone. For the feeling of loving so hard it feels like total surrender. Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye pehle phool the abk khak ho gaye, jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko, hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.
Sad Urdu Eid shayari about a changed season and a friendship that once met on Eid but now must let that memory go. Guzre hue wasal ke din raat bhool ja Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
You may be the type who forgets — but forgetting me is not in your fate. Try if you want. Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain...
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Prayerful Sanskrit-register Hindi Diwali SMS for the home to glow with God's endless blessings and material wealth. Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
Roman Urdu verse about a quiet parting: an ordinary evening, no dramatic weeping, just a clean ruin arriving without ceremony. woh aam c shaam thi jab juda huay thay hum, na toot kar pyar kia or na ro sakay hum, na zamany say kuch kaha hum nay, barbad ho gaye bari saadgi say hum...!
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil […]
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya, Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya, Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag, Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
Memon's house caught fire and burned down; he couldn't save it because he spent the whole night calling the fire brigade on missed calls. 1 memon k ghar ko aag lag gai, woh ghar ko bacha nahin saka, guess kion? because wo sari raat fre brigade walon ko miss calls marta raha.
Jisay hum kab se bhulaye baithay thay, Woh aaj achanak hi yaad aa gaye, Jis ghum ki barish nay kiya tha barbaad, Usi barish k badal aaj phir cha gaye.
Jawani ke din chamkiley ho gaye, husn ke taiwar nookilay ho gaye, hum izhar karney main thoray dhiley ho gaye, AUR UNKE HATH PEEL HO GAYE....
Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye, Meri Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha, Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.
chaley gaye they door ek pel key leye, mager apkey dil key kareeb they her pel key leye, keysey bhulengey apko ek pel key leye, jub khu chukey hai khud ko her pel key leye
Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the "Ajnabi" aapko, Aap to hume apna bana gaye
Hum mitti ka aashiyana banate gaye, bana bana kar unhe mitate gaye, humain koi na apna bana saka, hum har kisi ko apna banatay gaye
Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad, Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad, Dunya chor dain gai tumhai chorne k bad, KHUDA! Maaf kare itne jhut bolne k bad