You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai
Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai
Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Related SMS
- Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
- Bhool samajh kar bhool jana.
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
- Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Tere bina hum jeena bhool jate hain
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- is dil ko kabhi tootne na deyna
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Jab sey tumhain jana hai,
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
- Main duniya bhool jata hon
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- badalta nahi pyar kabhi magar...
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Bhool jane ka hosla na hua
- Bhool gaye rastay bhi ghar k
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Hamain bhula na dena
- Her sahara bhool jatey hain
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- ik bar mujh say door ja k daikh kabhi
- Bhool jaata tha
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hamain bhool jana apki qismat me nahi, chahoTo aazma k daikh lo, khud ko bhul jaoge par hamain nahi.
Bhool se koi bhool hui to bhool samajh kar bhool jana. Are bhoolna sirf bhool ko, bhool se bhi hame na bhulana.
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool […]
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai. Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai. E dost wo tum hi ho, jis se meri zindagi zinda dil hoti hai.
Kabhi kabhi in ankhon main nami si hoti hai Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai Ae dost woh tum hi ho jis say Meri zindgi, zindgi si hoti hai
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Tere bina hum jeena bhool jate hain, Zakhmon ko seena bhool jate hain, Tu zindagi mein sub se azeez hai hamain, Tujhse her baar yeh kehna bhool jaatay hain.
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Jab sey tumhain jana hai, jab sey tumhain paaya hai, har dua mein tera naam aaya hai, Ta k poochhu rab say . . . . ki yeh kaisa namoona banaya hai
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna […]
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharakti hai, main khud ko bhool jata hon, Tumhain milne se pehle main bohut sajta sanwarta hon, Magar jub tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hon, Main aksar kitabon pe tera hi naam likhta hon, Magar kuch tum […]
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain...
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Aik zara si bhool khata ban gayai Meri wafai hi meri saza ban gayai, Dil liya aur khail ker tor diya, Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi her taraf tera hi aks nazar ayai ga meri aankhon mein pyar say daikh kabhi ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha'aon ka meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi kaisi hoti hay tapish zamanay ki nigahon mein meray dil k aangun […]
Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata tha, Kr k khafa mujhko manana bhol jata tha, Inhi aaditoon ne uski mujhe badnam kr dala, Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha, Mat poch muhabat mai laa parwahi uski, Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha, Kitna dilnasheen hota […]