You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Dard seh ker bhi hamain muskurana para
Dard seh ker bhi hamain muskurana para
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para,
Dard seh ker bhi hamain muskurana para,
Aap log sada hastay rahay,
Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Related SMS
- Logo ki nigahon se dard chupana parta hai
- ma tol umr jarali sta yawi khanda da para..!
- Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye
- Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Dard se dosti ho gayi yaaro
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- Dil ka dard dikhayain kis ko
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai
- Dard Ka Tajir...
- Merey Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi
- 1 nafrat hi nahi dard ka sabab
- Dard jitna hai meri nigaho me
- Qismat mein dard kon likhta hai
- Apne dil ka dard batayain kiss ko,
- Kaisa dard diya hay tumne
- Aisa na ho k doriyan dard ban jayain
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya....
- Pyar ka dard meetha hota hay
Logo ki nigahon se dard chupana parta hai, Hume to ghum me bhi muskurana parta hai. Hum bhi kabhi dost hua karte the unke, ye bhi ab unhe yaad dilana padta hai.
Che qabar la me rashe no jarega ratha ma, ma tol umr jarali sta yawi khanda da para..!
Dard hota nahi Duniya ko dikhane k liye, Har koi rota nahi Aansu bahane k liye, Ruthne ka mazaa to tab aata hai, Jab koi apna ho manane k liye.
Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro....
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye, Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye, Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon, Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
paas aa k sab hi dur chale jate hai, hum akailay hain akele hi reh jate hai, Dil ka dard dikhayain kis ko? jab marham lagane wale hi dard de jate hai.
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
Dard jitna hai meri nigaho me, paoge na utna kisi ki raho me, bitani chahte the zindagi jiski bahon me, maut b na mil payi unki panaho me.
Kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hay... Agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hay?
Apne dil ka dard batayain kiss ko, Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko, Ruth jaate to manana dushwaar naa tha, Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.
Na tasveer hay tumhari jo DEEDAR kia jaye, Na tum ho paas jo PYAR kia jaye, Yeh kaisa dard diya hay tum nay, na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
Tumhari yadon ki mehak in hawaon main hay, Pyar hi pyar bikhra in fazaon main hay, Aisa na ho k doriyan dard ban jayain, Ab to aap k message ka intezar nigahon main hay..
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya... us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya.... lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan... chehra bata raha tha k kuch ganwa diya... aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi... or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya... […]
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?