You are here: SMS4Smile » Love SMS » Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Based on the belief that hiccups mean someone is thinking of you. A soft Urdu verse for someone you are sure still misses you.
Hichkion ka aana ye batata hy,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,
Dil nahi samajhta magar ye tu such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Related SMS
- Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- uska naam hi yaad nahi aata
- Hamain bhula na dena
- Kia usay bhi hamara khayal aata hai
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai
- Khayal mein aata hay jub uska chehra
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
- Badalna aata nahi humko mousamon ki tarah
- Na to yaado ko yaad rakhte hain
- Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai
- Totay howay paimanay main jaam nahin aata
- Bas ek hi khayal aata hai
- Saans lene se bhi teri yaad aati hai
- Maut tak vo nazara yaad rehta hai
- college mei school ki yaad aayi.
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
- TERI YAAD AA REHI HAY
- Hamain aap yun hi sharabi na kahiye
- Hamain aap yun hi sharabi na kehiye
- Dhondte phiro gay hamain 1 din
- TERE YAAD
- Dard seh ker bhi hamain muskurana para
- Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
- Zindagi nahin hamain doston say pyari
- Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
Santa (Sardar joke) is crying at a bar — he wants to forget a girl but can't remember her name, so forgetting is impossible. Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho? Santa: Aur kya karu?? Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...
Fursat main jub kabhi wo yaad aata hai, Dil main sirf aik hi sawal aata hai, Yaad kartay hain jisay hum..!!! kia usay bhi hamara khayal aata hai
A ghazal about remembering and wanting to be remembered — we think of you, please think of us too. Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad […]
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai, Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai. Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna Jo Haste Hue har waqt Yaad Aata Hai.
When her face floats into the mind, every cruelty fades — and what's left is just a bit of her love, hard to let go. Khayal mein aata hay jub uska chehra to labon pay aksar faryad aati hai Hum bhool jatay hain uskay saray sitam jub uski thori si mohabbat yaad ati hai
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.
Doesn't know how to change like seasons — keeps waiting in every form, loving without measure. Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah Har ek roop main tera intezaar karte hain Na tum samet sakogi jise qayamat tak Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
Na to yaado ko yaad rakhte hain Na hi sapno ko saath rakhte hain Hum to buss unko yaad rakte hain Jo hamein dil ke pass rakhte hain
Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?
Totay howay paimanay main jaam nahin aata, Ishq k mareez ko araam nahin aata, Aey dil tornay walay tuney yeh to socha hota, Toota howa dil kisi k kaam nahin aata.
A dramatic, drawn-out buildup to one obsessive recurring thought — which turns out to be wondering what soap the recipient uses. Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai . . . . reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai.... woh kambakht na jane kaunse sabun […]
Saans lene se bhi teri yaad aati hai, Har saans mein teri khushboo bas jati hai, Kese kahoon ki saans se main zinda hoon, Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehta hai, har pyar ko apna pyar yaad rehta hai, wo pal jo yaar ki bahon me guzarta hai, maut tak vo nazara yaad rehta hai
Roman Urdu SMS about layers of nostalgia: college prompts memories of school, thorns recall flowers, and life itself recalls a dear friend's face. college mei school ki yaad aayi. javani mei bachapan ki yaad aayi. kanto ko chhua to phool ki yaad aayi. Zindagi ko karib se dekha to dost aapki yaad aayi.!
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,
No excitement, no restlessness — just a quiet, slow ache spreading through everything. Your memory is coming back. NA FIKR E FARDA NA YAAD E MAAZI NA CHAIN DIL KO NA BE KARARI NA HUD SE GUZRA HUWA JUNOON WO NA KHAMOSHI WO PEHLE JESI BAS EK UDASSI HAY DHEEMI DHEEMI BAS EK KHAMOSH SI […]
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Chandani raat me our bhi shiddat se aaye gi us ki yaad Behtar hai faraz so jana sham se pehle.
Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.
Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.
Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya jo meri aankh mein kajal […]
Hum is qadar tum per mur mitain gay, Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay, Rakhna her pal is dil main hamari yaad, Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna, Agar tanha ho kabhi tho mehsus hume karna Khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna, Magar gham batna ho toh hume yaad karna.