You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » uska naam hi yaad nahi aata
uska naam hi yaad nahi aata
Santa bar me ro raha tha.
Bartender: Kyo ro rahe ho?
Santa: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun
uska naam hi yaad nahi aata.
Related SMS
- Khayal mein aata hay jub uska chehra
- Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai
- Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley
- Pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi
- Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo
- Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
- Badalna aata nahi humko mousamon ki tarah
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
- Tere naam
- Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Pervaiz Musharraf ka naam likh de
- Kya kia tere naam likhon
- Meri her khushi tere naam hogi
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Maa hai mohabbat ka naam
- Wo naam tumhara hay
- Kisi ke naam se pahle
- Har kamyabi pay aap ka naam hoga,
- Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
- Mout ke baad yaad
Khayal mein aata hay jub uska chehra to labon pay aksar faryad aati hai Hum bhool jatay hain uskay saray sitam jub uski thori si mohabbat yaad ati hai
Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai, Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai. Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna Jo Haste Hue har waqt Yaad Aata Hai.
apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.
Ret pe kabhi naam likhte nahi Jo likhte hai wo naam kabhi tikte nahi, Log humein pathar dil kehte hain, Lekin wo jante nahi, Pathar pey likhe naam kabhi mitte nahi
Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..
Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha […]
ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . ishq karne se pehle uska anjaaam soch lo, . . . . . . agar phir bhi samajh na aaye to film TERE NAAM dekhlo!!!!
Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha....?
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah Har ek roop main tera intezaar karte hain Na tum samet sakogi jise qayamat tak Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
hum kabhi tum say khafa ho nahi sakte dosti k rishty kabhi bewafa ho nahi sakty tum bayshak hum ko bhula ker soo jao hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte! Good Night (S)
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
MUNNA BHAI : Oye Short Circuit yeh light bulb pe baap ka naam kya likh raha hai? CIRCUIT : Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi […]
Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad […]
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Elahi aaj yeh farman likh de har khusi sms perhne wale k naam likh de Agar uski khushi k liye kisi ki jan chahiye To us pe PERVAIZ MUSHARRAF ka naam likh de
Kya kya Tere Naam likhon. . .? "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Kahin andhaira to kahin shaam hogi, Meri her khushi tere naam hogi, Kuch mang k to daikh humse, Bijli, pani k bill or qarz main dubi, Property tere naam ho gi..
Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Maa hai mohabbat ka naam, Maa ko hazaron salaam, Karde fida zindagi, Aaye jo bachon ke kaam.
Koi chaand sitara hay Koi phool se pyara hay Koi khushi ka ishara hay Koi dil ka sahara hay Tumhai'n itna batana hay Wo naam tumhara hay
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
Har kamyabi pay aap ka naam hoga, Apke har qadam pay duniya ka salam hoga, Mushkilon ka samna himmat sey karna, Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.. Good Luck & All the best
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain, Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain, Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum, Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
mout ke baad yaad aa raha hai koi, mitti mery kabr ki utha raha hai koi, a khuda do pal ki zindgi or de de, mery kabr se udas ja raha hai koi...