You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Good Night SMS » Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
Hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte
hum kabhi tum say khafa ho nahi sakte
dosti k rishty kabhi bewafa ho nahi sakty
tum bayshak hum ko bhula ker soo jao
hum tum ko yaad kiye bina so nahi sakte!
Good Night (S)
Related SMS
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- So jao, So jao bina sms kiye hi so jao
- Sukhe phool wapas khila nahi sakte
- Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte
- Hont nahi keh sakte jo afsana dil ka
- Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi
- Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi
- Kya tum pairr pe char sakte ho
- Yaad karnay ki aadat nahi hai,
- uska naam hi yaad nahi aata
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- 2-4 patthar nhi chaba sakte?
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
- Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi
- Dosti mausam nahi
- Dosti dil hay demagh nahi,
- Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote
- Hoti Nahi Dosti
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- bina good night kahey so raha hai.
- Tera bina adhuray
- Tumhain koi yaad karta hay
- Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo
- Tumhari yaad aati hai to aankhein bheeg jaati hai
- Yaad ban kar tumhe rulate rahenge
- Zindagi kisi ki amanat nahi hoti
- Bhej ker SMS dilse yaad kia hay
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- Khuda ki banai qudrat nahi dekhi
- Har waqt tum ko yaad karta hu
- Wastay nahi chaltay
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
So jao, So jao bina sms kiye hi so jao, sapnay main BHOOT ayega or aapko yaad dilaye ga, K aapne aj porey din mujhe yaad nahi kiya. Koi baat nahi¢â‚¬Â¦ ¢â‚¬Å“BHOOT NIGHT¢â‚¬Â
Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte, dil me apki jaga dikha nahi sakte Kuch rishtay anmol hote hain Kitne, ye hum apko samjha nahi Sakte.
Hont nahi keh sakte jo afsana dil ka, Shayad nazar se wo baat ho jaaye, Iss umeed se karte hain intezar raat ka ki Shayad sapno me mulaqat ho jaye.
Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.
Kya tum pairr pe char sakte ho, kya sanjivani buti la sakte ho, kya sina cheer k dikha sakte ho, nahi na, beta kewal shakal bandar jaisi hone se koi Hanuman nai hota.
Yaad karnay ki aadat nahi hai, Hume bhulaane ki ijazat nahi hai, Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari, Hume tum se koi shikayat nahi hai.
Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho? Santa: Aur kya karu?? Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Husband: ALLAH ne tumhein 2 aakhen di hain chaawal se patthar nahi nikal sakti? WIFE: ALLAH ne tumhe 32 daant diye hai 2-4 patthar nhi chaba sakte?
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum. Aapki taqdir mein har khushi likh dete. Jo mod aapko kamyabi dilaye. har lakeer ko ussi taraf mod dete.
Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi
Dosti mausam nahi, apni mudat pori kare aur rukhsat ho jaye. dosti sawan nahi, toot k barse aur tham jaye. dosti aag nahi sulge bharke aur rakh ho jaye. dosti aftab nahi chamke aur dob jaye, dosti phool nahi khile aur murjha jay. dosti to saans hai jo chale to sab kuch hai, jo toot […]
Dosti dil hay demagh nahi, Dosti soch hai awaz nahi, Koi ankhon say nahin daikh sakta dosti ka rishta, Kion k, dosti ehsas hay andaaz nahi.
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote, kuch ahsas lafzo mein bayan nahi hote, ek hasrat hai unhe manane ki, vo itney achay hain ki kabhi khafa nahi hote.
"Hoti nahi dosti kabhi chehre se" "Dosti to dil se ki jati hay" "Soorat unki khud hi pyari lagti hay" "Kadar jinki dil se ki jati hai.
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
raat khamosh hai chand bhi khamosh hai, par dil main shore ho raha hai, kahin aisa to nahi ek pyaara sa dost, bina good night kahey so raha hai.
Tum mera aaj ho, tum mera kal, tujay yaad karthay hai har aik pal, jee nahe paiyain gay teray bina hum, teray bina reh jai gay adhuray hum.... I Miss you
Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai, kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai. Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka, hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai. Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin, kabhi khud bi chale aao tumhe koi […]
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat kiya karo, itna bhi gair na samjho k baat hi na kiya karo, phone nahi to sms hi kiya karo
Tumhari yaad aati hai to aankhein bheeg jaati hai, Tumhari yaad aati hai to raat beet jaati hai, Bhulana to bahut chaha magar yaadein to yaadein hai, Kabhi hum haar jaate hai kabhi yeh jeet jaati hai.
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge.
Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Amanat main kabhi kayamat nahi hoti, Dil ko sambhal kar rakhna, Meri dosti ki qaid main zamanat nahi hoti.
Bhej ker SMS dilse yaad kia hay, Phir na kehna k maina bhula dia hay, Ab na koi bahana tumhara hoga, Dekh ker SMS hamara apko muskurana hoga
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi
Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you
Sochnay samajhnay say, sath sath chalnay say, doriyan simat ti hain, faslay nahi chaltay, khawab khawab ankhon main, ratjagay nahi chaltay, darguzar k halqay main, maslay nahi chaltay, dosti k raston ki, parwarish zarori hai, dosti k rastay main, khafgiyan nahi chalti, do dilon ki qurbat main, Teesra nahi hota, wastay nahi chaltay.